Blog by vanshika pal | Digital Diary
" To Present local Business identity in front of global market"
" To Present local Business identity in front of global market"
Swasthya ka Arth
Adhikansh vyakti swasthya ke bare mein abhigy hai. Swasthya sambandhi anbhigyta ke Karan hi vartman kal mein Vishva ke adhikansh log vibhinn sankramak rogon ki chapet mein a jaate Hain .issi Karan logon ke swasthya ke sthar mein giravat ho rahi hai.
Vastav mein kisi desh ka utthan tatha Kalyan use Desh mein Rahane wale logon ke swasthya per nirbhar Karta Hai. yadi kisi Desh ke log swasth Hain to yah nishchit Hai ki vah Desh jivan ke vibhinn kshetron mein Pragati ke Shikhar per pahunch sakta hai .yah hamare Desh ke liye durbhagya ki baat hai ki humne abhi tak swasthya ke mahatva Ko nahin samjha hai swasthya Shabd angreji ke shabd "health" ka Hindi rupantaran ha,Jiska Arth Hai swasth avam utsahi. Kaha jata hai ki swachh sharir mein Hi swasth mastishk nivas karta hai.
Adhyay swastika vastvik Arth Hai sharir ke sabhi angon tatha tatvon ka persper santulan samnvayiye tatha unka uchit kriyanvayan ek swasth vyakti pray Rog mukt rahata Hai uska Tan Man swasth hota hai tatha uski sharirik avam mansik kshamtaen uchch star ki hoti hai.
Iske liye kuchh paribhashaen hai --
1. "Swasthya hi Pratham punji hai."
2." Swasth sharir mein Hi swasth man vas karta hai. "
3." Swasthya jivan ka vah gun hai jisse vyakti dirghayu hokar Uttam sevaen pradan karta hai."
4." Sharirik ,mansik tatha samajik Drishti se purnatya sukhi hona Hi swasthya Hai ,Keval Rog ya vikriti se mukt rahana hi swasthya nahin Hai."
5." Swasthya ka Arth, sharir man athva atma ke swachh tatha per sanchit Rahane Vishesh Roop se sharirik Rog ya Dard Se Swatantra Rahane ki dasha hai."
Read Full Blog...