Blog by vanshika pal | Digital Diary

" To Present local Business identity in front of global market"

Meri Kalam Se Digital Diary Submit Post


Yoga karne se pahle kin kin baton ka Dhyan rakhna chahiye, yah janenge aap is blog mein


Yoga karne se pahle ine 15 baton ka Dhyan jarur  rakhna chahie  1.Yoga karne se pahle snan Karen . 2. Yoga karne se pahle do ghante Tak kuchh Na khae . 3. Yoga karne ke liye Shan aur hawadar jagah chune.  4. Yoga karne se pahle Man Ko shant Karen aur bure vicharon ko dur Karen. 5.Yoga karne ke liye aaramdayak suti kapde  pahnane chahie. 6.Yoga karne ke liye halke aasan se shuru... Read More

Yoga karne se pahle ine 15 baton ka Dhyan jarur  rakhna chahie 

1.Yoga karne se pahle snan Karen .

2. Yoga karne se pahle do ghante Tak kuchh Na khae .

3. Yoga karne ke liye Shan aur hawadar jagah chune. 

4. Yoga karne se pahle Man Ko shant Karen aur bure vicharon ko dur Karen.

5.Yoga karne ke liye aaramdayak suti kapde  pahnane chahie.

6.Yoga karne ke liye halke aasan se shuruaat karni chahie.

7.Yoga   karne ka sahi samay Surya nikalne ya Surya chhipne ke bad .

8. Yoga karte samay ya yoga karne ke bad Thanda Pani Nahi Pina chahie. 

9. Yoga karne ke bad kam se kam 1 ghante Tak Nahaye.

10. Agar koi medical samasya ho to doctor se Salah Lene chahie. 

11. Yoga karte samay Apne sharir per jabardasti na Karen.

12. Yoga karte samay sahi tarah se abhyas karna jaruri hai. 

13.Yoga aamtaur per surakshit hota Hai, lekin galat mudra mein yog karne se manspeshiyon mein khinchav aa sakta hai.

14. Aapko apni sehat ke hisab se yoga karna chahie ya Kisi doctor ki Salah leni chahie. 

15. Yoga abhyas ke ant mein savasan Karen.


Read Full Blog...



Blog Catgories