Manushya paryavaran per nimn prakar se prabhav dal raha hai- Manav ne apne jivan-yapan ke liye vanon ko kata. Junglon ki andhadhun katai ke Karan jaiv mandal ka santulan bigad Gaya hai. Nirantar vanon ke hasya ke Karan aur Bhumi per se vanspati ko hatakar Manav dwara kuchh ishesh prakar ki faslen ugane se, vanspati ki vividhta samapt hoti ja rahi hai. ...
Read More
Manushya paryavaran per nimn prakar se prabhav dal raha hai- Manav ne apne jivan-yapan ke liye vanon ko kata. Junglon ki andhadhun katai ke Karan jaiv mandal ka santulan bigad Gaya hai. Nirantar vanon ke hasya ke Karan aur Bhumi per se vanspati ko hatakar Manav dwara kuchh ishesh prakar ki faslen ugane se, vanspati ki vividhta samapt hoti ja rahi hai. vayu aur jal pradushan ke Karan ped-paudhon ki Kai prajatiyan vilupt ho gai kyunki pradushit vayu aur jal unke Anukul nahin hote. Manushya jaati sarvdhikshi hai kyunki vah na Keval vanspati apitu pashu utpad bhi bhojan ke roop mein khate Hain. Manav dwara andhadhundh shikar karne ki Parvati ke falSwaroop pashu-pakshiyon ki Kai prajatiyan purnatya vilupt ho gai hai aur kuchh vilupt pray hai. Humne apni jansankhya mein itni teer gati se vriddhi ki hai, jise bahuda vinash ka prayay Mana ja sakta hai. Hum badi shigrata se Vishva ke apon sadhanon ka prayog kar rahe hain tatha anek prakar se paryavaran ko Hani pahuncha rahe hain. Jaise-Jaise hamari jansankhya Bharti gai, upjau Bhumi va van simatate Gaye. Tivgati se badhati Hui jansankhya ki mang ko pura karne ke liye prakriti sansadhan ka nuksan bhi tere gati se hua hai. Manushya Kai tarikon se bhautik paryavaran ko prabhaviti karte hai. Pradushan, jivashm indhan jalana, vanon ki katai, aur bhi bahut kuchh. In Jaise parivartanon jalvayu Parivartan, mitti ka katav, kharab why you gunvatta, samuhik vipatti aur peene yogya pane ke alava Anya prabhavon ko janm Diya hai. Yah nakaratmak prabhav Manav vyavhar ko prabhavit kar sakte hain aur bade paimane ya swachh Pani ke liye ladai ko badhava de sakte hain.Please comment karke hamen yah bataen ki hamare block kaisa hai.
Read Full Blog...
Hamara manana hai ki kyunki ham prakriti ka hissa hai aur yah hamare Charon or hai isliye ham ise halke mein lete hain isliye jab poochha jata hai ki prakriti manushya ke liye itni mahatvpurn kyon hai to is sawal per vichar karne ke liye samay diye Bina logon Ko iska Uttar de dena mushkil lagta hai halanki sawal per vichar karne ke liye samay Dene se gehri vividh aur nishchit roop se Sarthak prati...
Read More
Hamara manana hai ki kyunki ham prakriti ka hissa hai aur yah hamare Charon or hai isliye ham ise halke mein lete hain isliye jab poochha jata hai ki prakriti manushya ke liye itni mahatvpurn kyon hai to is sawal per vichar karne ke liye samay diye Bina logon Ko iska Uttar de dena mushkil lagta hai halanki sawal per vichar karne ke liye samay Dene se gehri vividh aur nishchit roop se Sarthak pratikriyaen samne aati hai kripya prakriti hamare liye kyu mahatvpurn hai is mamle per Apne vichar hamen comment karke bataen. Hamara uddeshy is abhyas ka upyog karke hamen prakriti ke mahatva ko vyakt karne ke sarvottam tarikon ko samjhane mein madad karna hai taki logon Ko sangathit Kiya ja sake. Hamare jivan mein prakriti ka bahut mahatva hai prakriti hamare sabse bade upharon mein se ek hai Jo hamen hawa Pani khad bhojan aur Anya sari jivan sanyojni samagriy pradan Karti hai ham sabhi is Bhumi per base hain aur hamara sidha sambandh per kar de sansadhanon se hai yah hamen urja swasthya aur Sukh Shanti pradan Karta hai prakriti hamare jivan mein bahut mahatvpurn hai agar yah prakriti Na Hoti to aaj aap aur main is duniya mein Na hote. Chhutti ke bare mein agar Maine kuchh galat likha ho to hamen comment karke jarur bataen ham abhi yah likhna Sikh rahe hain .
Read Full Blog...
1. Ear ache _ Grind onion and filter its juice through a clouth. Then heat it and put 4 drops in the ear to get rid of ear ache. ok
Read More
1. Ear ache _ Grind onion and filter its juice through a clouth. Then heat it and put 4 drops in the ear to get rid of ear ache. ok
Read Full Blog...
इंग्लिश सीखे एकदम आसान तरीके से 1.तुम कैसे हो ? Ans . How are you? 2. मैं ठीक हूं। A...
Read More
इंग्लिश सीखे एकदम आसान तरीके से
1.तुम कैसे हो ?
Ans . How are you?
2. मैं ठीक हूं।
Ans. I am fine.
3.तुम कहां जा रहे हो ?
Ans. where are you going ?
4.मैं दिल्ली जा रहा हूं ।
Ans.i am going to Delhi.
5.तुम वहां क्यों जा रहे हो ?
Ans.why are you going there?
6.मैं वहां घूमने जा रहा हूं ।
Ans.i am going to that place for a walk.
7.
Read Full Blog...