Blog by Suveta Notiyal | Digital Diary

" To Present local Business identity in front of global market"

Meri Kalam Se Digital Diary Submit Post


क्या हम प्रकृति को नुकसान पहुंचा रहे हैं।


क्या हम प्रकृति को नुकसान पहुंच रहे है। हां हम मनुष्य प्रकृतिक को नुकसान पहुंचा रहे है। मानव जब अपने दिमाग का उपयोग करता है, तो दुर्गउपयोग ही करता हैं। या तो किसी को नीचा दिखाने के लिए करता है या अपने लिए बड़े से बड़े महल व बैंक अकाउंट में पैसे  कलेक्ट करने में। पर इन सब चीजों मैं भूल जाते हैं इस प्रकृति से ही जुड़ा हुआ है। और प्रकृति उसे कोई नुकसान नहीं होता तब तक जब तक की मानव संख्या में कम... Read More

क्या हम प्रकृति को नुकसान पहुंच रहे है।

हां हम मनुष्य प्रकृतिक को नुकसान पहुंचा रहे है।

मानव जब अपने दिमाग का उपयोग करता है, तो दुर्गउपयोग ही करता हैं।

या तो किसी को नीचा दिखाने के लिए करता है या अपने लिए बड़े से बड़े महल व बैंक अकाउंट में पैसे  कलेक्ट करने में। पर इन सब चीजों मैं भूल जाते हैं इस प्रकृति से ही जुड़ा हुआ है।

और प्रकृति उसे कोई नुकसान नहीं होता तब तक जब तक की मानव संख्या में कम  है क्योंकि प्रकृति अपना संतुलन स्वयं बनकर चलती हैं। मानव जैसी महान हस्ती भी प्रकृति के आगे लचार है।

   इतने बड़े-बड़े बांधों का निर्माण जो मानव ने पहाड़ों पर किया वहां पर बिल्कुल भी या नहीं सोचा कि जैसे पहाड़ भी डिबलिंग से।

इसमें नुकसान प्रकृति का  तो होता ही है।

पर मानव का उससे ज्यादा होता है कि वह कब बैठे-बैठे चला जाता है। भूकंप मैं और पता भी नहीं लगता है क्योंकि पृथ्वी की प्लेट सरक जाती है।

०   एक बार बिग बैंक का भी ट्रायल किया गया था।

उसमें भी कुछ प्रोटॉन को लेकर के बिग बैग करने की कोशिश की गई थी जैनवा में।

यह भी भूकंप और सुनामी मैं ही परिवर्तित हो गया था। 

[ प्रकृति अपना सतुलन हमेशा बनाकर के चलती है।                    इतनी सारी #स्पीशीज (8400000 ) यह सब प्रकृति में ही रहती है।                                                                                  फिर भी कहीं गंदगी नहीं होती है क्योंकि यह सब मिट्टी में मिल जाहैं हैं और फिर वह नवनिर्माण करती है।                                    यह एक प्रकार से परिवर्तन है अगर कोई उसको कुछ नुकसान पहुंचना है, तो वह स्वयं नष्ट हो जाता है।]

वह अपने रूप में अगर परिवर्तित कर देती हैं।                 

०   झरिया जैसे स्थान पर प्रकृति में बहुत ज्यादा कार्बन इकट्ठा हो गया इसीलिए वह हमेशा जलता ही रहता है। 

०  यह परिवर्तन है कार्बनडाइऑक्साइड और अन्य गैसें निकलती रहती है इस पर किसी का कंट्रोल नहीं है। 

   दावानल भी। 

पर इंसान स्वयं जब जब अपने कंट्रोल मे लेता है, तब ही ऐसा हो, ऐसा नहीं है।                                                                          जीवन का नियम ही परिवर्तन है।

 


Read Full Blog...


Aap panchtatv ke bare mein kya jante Hain


Panchtatv yani panch tatv aaiae inke bare mein jante Hain.  1. Pani Ab to is baat ke kafi Matra mein vaigyanik saboot uplabdh hai ki Pani mein jabardast yaddahshat hoti hai. Agar aap Pani bhi dekhte hue koi vichar banae to Pani ki aanvik sanrachna Badal jaati hai Pani ko chhune se bhi yah Badal jaati hai. To yah bahut mahatvpurn hai ki aap Pani se kis tarah sampark banate hain.    2... Read More

Panchtatv yani panch tatv aaiae inke bare mein jante Hain. 

1. Pani

Ab to is baat ke kafi Matra mein vaigyanik saboot uplabdh hai ki Pani mein jabardast yaddahshat hoti hai. Agar aap Pani bhi dekhte hue koi vichar banae to Pani ki aanvik sanrachna Badal jaati hai Pani ko chhune se bhi yah Badal jaati hai. To yah bahut mahatvpurn hai ki aap Pani se kis tarah sampark banate hain. 

 

2. Mitti

Mitti vo tatv hai jo baki ke sabhi tatvon ke viksit hone ka Aadhar hai aur yah hamare baudhikta ka bhi Aadhar hai. Hamare aaspaas ke sabhi bhautik padarthon mein mitti ka hissa to hai hi. Mitti ka Apne jivan ke Aadhar per hi Bodh karna aur use samajhna sabse acchi baat hai kyunki jyadatar log sirf Apne sharir aur man ka hi Anubhav kar paate Hain. Apni bhautik se, Mithi Raat Ko janna aur Anubhav mein Lena yog prakriya ka bhag hai.

 

3. vayu 

Yogik parampara mein ham hawa ko vayu kahate Hain jiska matlab hai ki yah sirf nitrogen, oxygen, carbon dioxide or dusri gason ka mishran hi nahin hai balki yah sancharan (ek se dusri jagah jaane ki ya gati) ka ek aayam hai. Panch tatvon mein vayu ki hamari bahut me sabse jyada hai. Dusri tatvo ke muqabla, is tatv per aasani se maharat bhai ja sakti hai. Isiliye vayu ko Aadhar banakar hi bahut sari yogik prakriyaen banai gai hai.

 

4. Agni

Bhartiya Sanskriti mein Aag tatv ko Agni dev ke roop mein dikhaya jata hai, Jo do munh wale Devta hai aur har taraf failne wali, Agra roop dharan karne wali sawari per ghumte Hain yah do mukh pratikatmak hai- ve Agni ke jivan Dene Wale aur jivan Lene Wale donon hi rupon Ko darshate Hain. Jab tak hamare andar Agni na jal rahe Ho, tab tak koi jivan nahin hai, per agar ham uske bare mein satk Na rahe, tugni bahut jaldi bekabu hokar har chij ko khatm kar sakti hai. 

 

5. Aakash

Aakash ko bus Khali sthan samajh Lena Sahi nahin hai. Aakash eather hai. Vaise eather kahana bhi sath pratishat Sahi nahin hai, per yah sabse nazdiki Arth hai.eather koi Khali sthan nahin hota, yah astitva ka ek samuh aayam hai. Khali sthaniya rikt yani Kal ya astitvahinta, jise Shiv kahate Hain. Shiv yani "vah Jo nahin hai" . Lekin Aakash yani "vah jo hai" .


Read Full Blog...


Are kya aap jante Hain ke prakriti ke Adhikar kya hai hai


Parkariti ke adhikar kya hai. Parkariti ke adhikar se tatpariya es baat ko manyata dena or samman dena hai ke parkariti ke bhi adhikar hai. Yah Manyata hai ki hamari paristhiti ki tantra-jismein ped, mahasagar, janwar, pahad Shamil hai- ke pass vaise hi Adhikar hai Jaise mujhse ke pass hai. Prakriti ke Adhikar ka matlab hai ki mujhse ke liye kya achcha hai aur Anya prajatiyon ke liye kya achcha ha... Read More

Parkariti ke adhikar kya hai.

Parkariti ke adhikar se tatpariya es baat ko manyata dena or samman dena hai ke parkariti ke bhi adhikar hai.

Yah Manyata hai ki hamari paristhiti ki tantra-jismein ped, mahasagar, janwar, pahad Shamil hai- ke pass vaise hi Adhikar hai Jaise mujhse ke pass hai. Prakriti ke Adhikar ka matlab hai ki mujhse ke liye kya achcha hai aur Anya prajatiyon ke liye kya achcha hai. Duniya ke liye kya achcha hai, Anushka santulan banana. Yah samgra Manyata hai ki hamare grah per sabhi jivan sabhi paristhiti ki tantra aapas mein gahrai se Jude hue hain. 

Kanoon ki tarah prakriti ko sampatti banane ke bajay prakriti ke Adhikar ya swikar karte Hain ki prakriti ko Apne sabhi jivan rupon mein astitva mein Rahane, Bane Rahane, banae rakhne aur mahatvpurn charanon mein punjivit karne ka Adhikar hai.

Aur ham logon ke pass-paristhiti tantra ki aur se adhikaron ko lagu karne ka kanuni Adhikar aur jimmedari hai. Adhikaron ke ullanghan ke mamalon mein paristhiti ki tantra ko hi Apne kanuni adhikaron ke sath, pidit paksh ke roop mein Namit Kiya ja sakta hai.

Duniya bhar ki Swadeshi sanskritiyon ke liye prakriti ke adhikaron ko mandeyta dena prakriti ke sath sambhav mein Rahane ki unki parampara ke anurup hai. Manav jivan sahit sabhi jivan gahrai se Jude hue hain. Lene aur mulya is baat per aadharit hote Hain ki samgra ke liye kya achcha hai.


Read Full Blog...


Manushya aur prakriti ke bich ka atut sambandh kya hai


Prarambh se hi prakriti aur manushya ka atut sampann raha hai. Prakriti aur manushya ka sambandh aniyonyashit aur persper shah-astitva per nirbhar hai.  Prakriti ne Manav ke liye jivan dayak tatvon Ko utpann Kiya hai. Manushya ne vrukshon ke fal, bij, jade aadi khakar apni bhookh mithaai. ped-paudhe hamen bhojan hi padarth nahin karte apitu jivan dayini whyou oxygen bhi pradan karte Hain.&nbs... Read More

Prarambh se hi prakriti aur manushya ka atut sampann raha hai. Prakriti aur manushya ka sambandh aniyonyashit aur persper shah-astitva per nirbhar hai. 

Prakriti ne Manav ke liye jivan dayak tatvon Ko utpann Kiya hai. Manushya ne vrukshon ke fal, bij, jade aadi khakar apni bhookh mithaai. ped-paudhe hamen bhojan hi padarth nahin karte apitu jivan dayini whyou oxygen bhi pradan karte Hain. 

Yah vatavaran ke carbon dioxide ko grahan karte Hai aur oxygen ko bahar nikaalte Hain. Prithvi per hariyali ke strot ped-paudhe hi hai.

Manushya ne apni avashyaktaon ki purti ke liye van-sampadan ka andhadhun dohan Kiya hai. Jiske Karan prakrutik asantulan utpann ho  gaya hai

Paryavaran oxygen ki Kami aur carbon dioxide ki badhotari tatha pradushan ke Karan anek prakar ki Ghatak bimariyan fail rahi hai. Ped_paudhon ki Kami  ke chalte anavashti ,Sukha aur Bhumi Saran ki samasya paida ho gai hai nimn mein se Kaun hamen jivan jeene layak pradan karta hai. 

(A) Manushya.                         (B) Samaj 

(C) Prakriti.                              (D) Jagat 


Read Full Blog...


Yeh hai 7 Rahasya Jo prakriti se Jude hue hain jine Jaan liya to duniya ke sabse powerful vyakti ban jaaoge


Hindu dharm mein vaise to koi rahsyon ka varnan Kiya gaya hai aur  UN rashiyon ko kis tarah se Jana ja sakta hai is bare mein bhi vistar se bataya gaya hai. Lekin ham yahan Bata rahe hain aapko Matr 7 aise Rahasya jinhen Jaan liya to fir kuchh bhi janne Ko nahin bachega. Jahan ek sawal powerful vyakti banne ka hai to is Rahasya ko  samajhna aur Janna badi baat hai lekin padhna chhoti baa... Read More

Hindu dharm mein vaise to koi rahsyon ka varnan Kiya gaya hai aur  UN rashiyon ko kis tarah se Jana ja sakta hai is bare mein bhi vistar se bataya gaya hai. Lekin ham yahan Bata rahe hain aapko Matr 7 aise Rahasya jinhen Jaan liya to fir kuchh bhi janne Ko nahin bachega. Jahan ek sawal powerful vyakti banne ka hai to is Rahasya ko  samajhna aur Janna badi baat hai lekin padhna chhoti baat hai.                                                              

1.​​​​​​ Janan Rahasya - jalan arthat janm ka Rahasya hai. Ek atma kaise sharir Dharan karti hai, kaise Janam sthan chunti hai, kab garbha mein Pravesh karti hai, janm ka samay kaise Tay hota hai, sharir ka prakar Mata-pita, yah sabhi ek rahsya hai. Paise ke bare mein upnishdo me vistar se ullekh milta hai. 

 

2 . Maran Rahasya - Maran arthat mrutyu ka Rahasya. Yah Rahasya bahut hi Gupt hai. Koi kab, kaise aur kahan marega yah bhi time aana jata hai. Sabse badi baat yah hai ki sharir se Pran ka bichhadna aur uske bad ki yatra ka rahasya kya hai ? Uttar sabhi ki charcha upnishadon mein kahin koi hai. 

 

3 . Raj Rahasya - ​​​​​​Srishti ki vyavastha aur sanchalan ke niyam ke Rahasya ko hi Raj Rahasya kahate Hain. Yah niyam kya hai aur kaise Srishti sanchalit hoti hai. 

 

4 . Prakriti Rahasya - prakriti ek Rahasya hai. Vaigyanik iske upri aavran ka varnan karte Hain aur ve jitna adhik prakriti ke bare mein jan paate Hain, utna hi adhik Rahasya aur gehra hota jata hai. Hindu dharm mein prakriti ko Shakti kaha gaya hai. Prakriti kya hai iska varnan upnishadon mein bahut hi satik dhang se milta hai. 

 

5 . Atma Rahasya - atma kaise dikhti hai, kis rang ki hai kab se hai aur arabon varshon ke safar ke bad vah kaisi hai? Yadi aap khud ko ek sharir nahin atma mante Hain to kya aapane khud Ko kabhi dekha hai? Kahate Hain ki moksh ko prapt karna hi khud ke Swaroop ko dekhna, samajhna aur Anubhav karna hota hai. Uprokt sabhi baten moksh karne ke bad hi jaani ja sakti hai. 

 

6 . Parmatma Rahasya - Ishwar, Parmatma ya parmeshwar hai ya nahin? Hai to kaise hain aur kahan rahte hai? Nahin hai to yah brahmand kaise sanchalit ho raha hai? Ishwar purush hai, stri hai ya kuchh aur? Kya Ishwar sabhi ka nyaay karta hai? Aise Kai prashn hai jinka Rahasya barkrar hai aur jinke bare mein upnishdo main vistar se ullekh milta hai. 

 

7 . Mantra Rahasya -kuchh vidwan mante Hain ki Vishesh prakar ki prabhavshali dhvni ko Mantra kahate Hain. Mantra se man Ko ek tantra mein lakar use moksh ki or Moda jata hai. Mantra aur unke prabhav, karya pranali yah sabhi Rahasya hai. Mantra, Chetna se persphootit ek dravya Tarang hai aur Chetna swamp ek Rahasya hai. 

Thank you 


Read Full Blog...


Are ham manushya prakriti se le sakte hain yah saat seek.


Prakriti ek avishwasniiya Shakti hai jo hamen Kai  tarah ke sabak deti hai jinhen ham Apne rojmaraya ke jivan mein lagu kar sakte hai. Suryast ki sundarta se lekar ped ki lachilapan Tak prakriti hamen prakrutik duniya ki Shakti Ko yad dilati hai. Prakriti hamen santulan aur samajik ka mahatva sikhati hai aur jivan mein chhoti - chhoti chijon ki saharna karna sikhati hai.   &nbs... Read More

Prakriti ek avishwasniiya Shakti hai jo hamen Kai  tarah ke sabak deti hai jinhen ham Apne rojmaraya ke jivan mein lagu kar sakte hai. Suryast ki sundarta se lekar ped ki lachilapan Tak prakriti hamen prakrutik duniya ki Shakti Ko yad dilati hai. Prakriti hamen santulan aur samajik ka mahatva sikhati hai aur jivan mein chhoti - chhoti chijon ki saharna karna sikhati hai.                            Ham Apne aas - paas ke vatavaran ke prati adhik sath rahana aur apne aas-paas ki duniya ki sundarta ki saharana karna Sikh sakte hain. Yah hamen yah bhi sikhati hai ki ham sabhi ek- dusre se Jude hue hai aur hamare karya ka ek- dusre ke sath-sath hamare sthan per bhi prabhav padta hai. Ham prakriti se apne vikalpon ke prati adhik sachet rahana Sikh sakte hain. Yahan saat sabak diye Gaye Hain Jo manushya prakriti se Sikh sakte hain.                                                                      In saat sabak ko padhne se pahle main aapse kuchh kahana chahti hun mere block mein agar koi galti hai to please comment karke bataiye.                                                                                            1.Sammanpurn hona.                                                      prakriti Kai mahinon mein Samman ka Pratik hai. Iska ek udaharan yah hai ki vividh prajatiyan ek-doosre ke sath kaise batchit karti hai. Udaharan ke liye, ek jungle mein, vibhinn janwar sansadhanon ke liye pratisabpratha kar sakte hain, Lekin unhen ek sath rahana padta hai aur ek hi sthan ko shantipurvak sajha karne ke tarike khojne padte Hain. Yah Samman ka ek roop hai, kyunki pratyek prajati dusre ki jivit Rahane ki jarurat Ko pahchanti hai aur dusre ko nuksan pahunchana ya use per havi hona ki koshish nahin karti hai.   


Read Full Blog...


Ham Manushya prakriti ko kaise nuksan pahuncha raha hai


Manushya paryavaran per nimn prakar se prabhav dal raha hai- Manav ne apne jivan-yapan ke liye vanon ko kata. Junglon ki andhadhun katai ke Karan jaiv mandal ka santulan bigad Gaya hai. Nirantar vanon ke hasya ke Karan aur Bhumi per se vanspati ko hatakar Manav dwara kuchh  ishesh prakar ki faslen ugane se, vanspati ki vividhta samapt hoti ja rahi hai.           ... Read More

Manushya paryavaran per nimn prakar se prabhav dal raha hai- Manav ne apne jivan-yapan ke liye vanon ko kata. Junglon ki andhadhun katai ke Karan jaiv mandal ka santulan bigad Gaya hai. Nirantar vanon ke hasya ke Karan aur Bhumi per se vanspati ko hatakar Manav dwara kuchh  ishesh prakar ki faslen ugane se, vanspati ki vividhta samapt hoti ja rahi hai.                                                                                                       vayu aur jal pradushan ke Karan ped-paudhon ki Kai prajatiyan vilupt ho gai kyunki pradushit vayu aur jal unke Anukul nahin hote. Manushya jaati sarvdhikshi hai kyunki vah na Keval vanspati apitu pashu utpad bhi bhojan ke roop mein khate Hain.                                                                                Manav dwara andhadhundh shikar karne ki Parvati ke falSwaroop pashu-pakshiyon ki Kai prajatiyan purnatya vilupt ho gai hai aur kuchh vilupt pray hai. Humne apni jansankhya mein itni teer gati se vriddhi ki hai, jise bahuda vinash ka prayay Mana ja sakta hai.                                                                                                      Hum badi shigrata se Vishva ke apon sadhanon  ka prayog kar rahe hain tatha anek prakar se paryavaran ko Hani pahuncha rahe hain. Jaise-Jaise hamari jansankhya Bharti gai, upjau Bhumi va van  simatate Gaye. Tivgati se badhati Hui jansankhya ki mang ko pura karne ke liye prakriti sansadhan ka nuksan bhi tere gati se hua hai.                                                                                                   Manushya Kai tarikon se bhautik paryavaran ko prabhaviti karte hai. Pradushan, jivashm indhan jalana, vanon ki katai, aur bhi bahut kuchh. In Jaise parivartanon jalvayu Parivartan, mitti ka katav, kharab why you gunvatta, samuhik vipatti aur peene yogya pane ke alava Anya prabhavon ko janm Diya hai.                                                                       Yah nakaratmak prabhav Manav vyavhar ko prabhavit kar sakte hain aur bade paimane ya swachh Pani ke liye ladai ko badhava de sakte hain.Please comment karke hamen yah bataen ki hamare block kaisa hai.


Read Full Blog...


Kya aap jante Hain ki prakriti ham manushya ke liye kyu mahatvpurn hai


Hamara manana hai ki kyunki ham prakriti ka hissa hai aur yah hamare Charon or hai isliye ham ise halke mein lete hain isliye jab poochha jata hai ki prakriti manushya ke liye itni mahatvpurn kyon hai to is sawal per vichar karne ke liye samay diye Bina logon Ko iska Uttar de dena mushkil lagta hai halanki sawal per vichar karne ke liye samay Dene se gehri vividh aur nishchit roop se Sarthak prati... Read More

Hamara manana hai ki kyunki ham prakriti ka hissa hai aur yah hamare Charon or hai isliye ham ise halke mein lete hain isliye jab poochha jata hai ki prakriti manushya ke liye itni mahatvpurn kyon hai to is sawal per vichar karne ke liye samay diye Bina logon Ko iska Uttar de dena mushkil lagta hai halanki sawal per vichar karne ke liye samay Dene se gehri vividh aur nishchit roop se Sarthak pratikriyaen samne aati hai                                                                                                                                 kripya prakriti hamare liye kyu mahatvpurn hai is mamle per Apne vichar hamen comment karke bataen.                                                                            Hamara uddeshy is abhyas ka upyog karke hamen prakriti ke mahatva ko vyakt karne ke sarvottam tarikon ko samjhane mein madad karna hai taki logon Ko sangathit Kiya ja sake.          Hamare jivan mein prakriti ka bahut mahatva hai prakriti hamare sabse bade upharon mein se ek hai Jo hamen hawa Pani khad bhojan aur Anya sari jivan sanyojni samagriy pradan Karti hai ham sabhi is Bhumi per base hain aur hamara sidha sambandh per kar de sansadhanon se hai yah hamen urja swasthya aur Sukh Shanti pradan Karta hai prakriti hamare jivan mein bahut mahatvpurn hai agar yah prakriti Na Hoti to aaj aap aur main is duniya mein Na hote.                         Chhutti ke bare mein agar Maine kuchh galat likha ho to hamen comment karke jarur bataen ham abhi yah likhna Sikh rahe hain .


Read Full Blog...



Blog Catgories