Blog by Khushi prerna | Digital Diary
" To Present local Business identity in front of global market"
" To Present local Business identity in front of global market"
Meditation [ dhiyan ] ka niyam
Meditation ya dhiyan karna ka kuch mahatvpurn tarika ya liyam kuch is parkar hai.
1. Dhiyan karna ka liya sahi samay chuna . Subha 4 beja sa saam 4 beja tak ka samay sabsa Acha samay hai . Aasa mana jata hai ki is samay Surya or prithvi ka bich ka Korn 60 degree par hota ha , or is samay bath Kar dhiyan karna sa Piyush garanthi or sirsgarthi par Acha parbhav padta ha .
2. Shant jagah par abhyas kara Jha Jha apko dhiyan sa bhatkana wala koi na ho. Aaramdayak aavastha ma batha . Apki bathna ki aavastha sa bhi farak padhta hai . Khud shant aaram or sthir hona ka aanubhav kara
3. Dhiyan karta samay apna face par halki si smile rakha . Isa apko aaram , Santi or dhiyan ma maan lgana ma madat milti hai .
4. Dhila Dhala or aaramdayak kapda pahana . Jisma apko Acha mahsus ho.
5. Bath Kar dhiyan karta samay apni aakh band rakha . Isa dhiyan karta samay maan nahi bhatakta .
6. Apni rid ki hadi Sidhi rakha or bilkul sidha batha . Apna kandho or gardan ko adhik tan kar ya adhik dhila na rakha samanya isthiti ma rakha .
7. Kosis kara ki abhyas karta samay apka pat Khali ho, Ghar ya office ma meditation karna ka sabsa Acha samay bhojan karna ma phla ka hota ha . Bhoja karna ka baad meditation karna ma aalas aata ha . Or tab apko bhuk laga to yah jruri nahi ki aap apna dhiyan hi kara pahla aap bhoja kar la varna apko dhiyan bhojan ki or hi rahaga .
8. Abhyas khatm hona ka baad dhira dhira apni aakh khola . Aab apna Ander aaya esfuti ko mahsus karna ki kosis kara . Apko tajgi ka aahsas hoga
Read Full Blog...Dhiyan lagana ka tarrika
nimn baato ka palan karka dhiyan abhyas karna ki kosis jrur kra.
1. Aaram se baithe ya lete yadi jarurat ho to takiya ya kursi ki bhi madad le sakte hain.
2. Apni Aankhen band Karen agar chahe to apni aankhon ko shitalla pradan karane ke liye maaf ka bhi upyog kar sakte hain.
3. SAS ko niyantrit karne ki koshish Na Karen swabhavik tarika sa SAS la.
4. SAS par apna dhiyan kandrit kra or Ander lana or Bahar nikalna par sarir ki gatividhiyo par gar karna ka sath apni SAS par apna dhiyan kasdrit kara bina uski gati ya tivrta ko niyamit kra bina uski gati ya tivrta ko niyamit kra yadi apka maan bhatakta ha to dobara dhiyan kandrit karna ki kosis jrur kara.
5. Is parkirya ko suru karna ka liya 2 sa 3 minutes lganga or fir isa lamba samay ka liya banana rakhna ka paryas kara.
Read Full Blog...Dhyan Kai Labh pradan karte Hain Jo behtar ekaagrata kam tanav karmachariyon ke karyon ko Shamil karte Hain aur aatm jaagarookta Karen aur sampurn svasthy ko badhava dete Hain. aaiae iske kuchh prakar ha.
1. Tanav Kaam karta hai .
2. Behtar neend .
3. Bhavnatmak Kalyan mein vriddhi .
4. Ekagrata aur Kendra mein sudhar .
5. Behtar yaadash .
6. Kisi bhi parkar ka sararik dard ko kaam karta hai .
7. Badi Hui ichcha Shakti .
8. Adhik Karuna.
9. Kam chinta .
10. Dhyan mein vriddhi.
11. Bhulna ki samasiya ko Kaam karta hai .
12. Buri aadaton ko chhodane mein madad karta hai.
13. Blood pressure kam karne mein sahayata karta hai .
14. Nind mein sudhar karta hai .
15. Dhyan aapko dayalu banata hai.
16. Baat baat par chinta karna kaam ho jata hai.
17. Akageta badhata hai.
18. Bhavnatmak svastya ko badhata hai .
Vasa to dhyan kei parkar ka hai lekin uska kuch parkar hai jo bhout mahatvpurn ( महात्वपूर्ण ) hai unma sa kuch 5 parkar .
1.Zen meditation
2.Mindfulness meditation
3.Spirtual meditation
4.Kundalini meditation
5.Mantra meditation
1.Zen meditation - zen meditation aarkitechar (आर्किटेचर ) bauddh parampara ka ak hissa hai iska abhyas ek trend propheshonal ke nirdeshan mein kiya jata hai iska abhyas mein kuch vishesh steps aur aasan shaamil note hai .yah apke dimag ko tez katane mein madad karaya hai aur tanav door karka rilaikseshan (रिलकशन ) aapko pradaan karata hai. 2. Mindfulness meditation - mindfulness meditation ka dhyan ek roop hai jo abhyas karne vale vyakti ko varyaman mein vaigyanikan aur visheshagyon ko rahane mein madad karata hai.is chikitsa vigyan ke abhyaas se ap svayan satark aur satark tha sakta hai isake abhyas kr dauran aap apne aas-pass ho raha sabhee sahayogiyon , sahayogi, aur sahayogiyon( सहयोगियाँ ) par dhyan kahe bhee ,kabhee bhee kiya ja sakta hai.
3 .spirtual meditation - hindu aur esaee Dharam mein aasthavan , aadhyatmik dhyan apka apne Eashwar ke sath ek gahara rishta banana mein madad karta hai . Is dhyan ke abhyas karne ke liya apko itna sunichit karna hai ki aap maun mein beithen apane saanson par dhyan kedrit Karen dhyan karate samay apko har ek Vichaar ko dhyan mein rakhana chaeya
4 . Kundalini yoga - kundalini yoga dhyan ka ek prakar hai jisma aap saharik roop sa sakriy hota hai isma gahara saans lene ka mantr aur ucharan karana ka sath sath ka mantr bhi Shamil hota hai
Read Full Blog...
Dhyan ekaagr nahin hona hai ,ye need bhee nahi hai . dhyan sajagata vishraam (विश्राम). sur tanav sa mukt hona hai . dhyan shram saadhy (ध्यान साध्य) nhi hai . dhyan hamaara ant:karn (अंत: कर्ण) ka gahan main atyantata (अत्यन्तता) aur atma ko dakhna ma sahaayak hai ak choti si bhasha ma kha jai to apna man aur dimak ak jhanga kendriet ya saaf kiya jata hai
Read Full Blog...