Default Logo

Doli

WEFRU2050132214202
Scan to visit website

Scan QR code to visit our website

Blog by Doli | Digital Diary

" To Present local Business identity in front of global market"

Meri Kalam Se
Digital Diary Submit Post Doli

Hamara title yah hai ki inam aur prashansa aaiae jaane

Inam aur prashansa:-- Jab koi Khiladi acche khel bhavnaon ka pradarshan Karta hai to usko inam Diya Jana chahie ya kam se kam uski prashansa avashya ki jaani chahie Priya hamari pravritti aisi hoti hai ki ham Keval Khiladi ke pure bhag ka hi Dhyan rakhte Hain jabki uske viprit acche vyavhar ko Keval asamanya baat samajhte hain acche vyavhar ya acche ke waqt Bhavna ke ham prashansa bhi nahin karna... Read More
Inam aur prashansa:-- Jab koi Khiladi acche khel bhavnaon ka pradarshan Karta hai to usko inam Diya Jana chahie ya kam se kam uski prashansa avashya ki jaani chahie Priya hamari pravritti aisi hoti hai ki ham Keval Khiladi ke pure bhag ka hi Dhyan rakhte Hain jabki uske viprit acche vyavhar ko Keval asamanya baat samajhte hain acche vyavhar ya acche ke waqt Bhavna ke ham prashansa bhi nahin karna chahte atah Khiladi ki acchi Khel Bhavna tatha Naitik mulyon ki bhi hamare prashansa avashyak karni chahie taki Khel Bhavna AVN Khel naitikta Ko viksit Kiya ja sake.
Read Full Blog
[email protected] 26 Aug 2025 492 Views

Han to kya aap jante Hain acchi kriyaon ka protsahan aaiae FIR jaane

Acche kriya ka protsahan:  Khel ke purv, Khel ke dauran vah Khel ke pakshat khiladiyon ki acchi tatha rachnatmak kriyaon ke liye protsahan Diya Jana chahie ek coach ko yah baat bilkul nahin bhulni chahie kyunki khiladiyon mein Khel Bhavna AVN lete mulyon ko viksit karne mein yah kafi upyogi siddh Hoti hai yadi koi Khiladi achcha vyangya athva acche vyavhar ka pradarshan karta hai, to use Khiladi k... Read More
Acche kriya ka protsahan:  Khel ke purv, Khel ke dauran vah Khel ke pakshat khiladiyon ki acchi tatha rachnatmak kriyaon ke liye protsahan Diya Jana chahie ek coach ko yah baat bilkul nahin bhulni chahie kyunki khiladiyon mein Khel Bhavna AVN lete mulyon ko viksit karne mein yah kafi upyogi siddh Hoti hai yadi koi Khiladi achcha vyangya athva acche vyavhar ka pradarshan karta hai, to use Khiladi ko usi samay protsahit Kiya Jana chahie yah karya ko coach Bhali-Bharti kar sakta hai. ????
Read Full Blog
[email protected] 26 Aug 2025 186 Views

Han to aaiae jaane sakaratmak udaharan ka prayog kaise karte hain

Sakaratmak udaharan ka prayog:-  Yadi ek coach per shikshan ke dauran khiladiyon ke sath khelta hai to use kuchh sakaratmak udaharnon ko khiladiyon ke samksh prastut karna chahie Khiladi bhi coach ke nakaratmak tatha sakaratmak vyavhar ka baharik se nirikshan karte rahte hain yadi vah jitne ke uddeshy se niyamon ka ullanghan Karta hai to Khiladi bhi ISI prakar ki prakriya ko uchit samajh lenge jab... Read More
Sakaratmak udaharan ka prayog:-  Yadi ek coach per shikshan ke dauran khiladiyon ke sath khelta hai to use kuchh sakaratmak udaharnon ko khiladiyon ke samksh prastut karna chahie Khiladi bhi coach ke nakaratmak tatha sakaratmak vyavhar ka baharik se nirikshan karte rahte hain yadi vah jitne ke uddeshy se niyamon ka ullanghan Karta hai to Khiladi bhi ISI prakar ki prakriya ko uchit samajh lenge jabki unka yah kadam Bhavna ke viprit hoga atah: coach ka vyavhar bhi sabhi Drishti se Sahi hona chahie use khiladiyon ke samksh koi nakaratmak kriya nahin karni chahie, nahin to coach ki nakaratmak kriya ka khiladiyon ke  upar nakaratmak prabhav bhi hoga iski apeksha coach ko khiladiyon ke samksh Khel Bhavna AVN Naitik mulyon ko sakaratmak udaharan prastut karna chahie Khel Bhavna ke gunon AVN Naitik mulyon ko khiladiyon ke Vikas pray: is baat ka adhik nirbhar karta hai ki netrutva kis prakar ka hai kuchh kuchh jitne hetu chhal kapat tatha niyamon ke ullanghan ko Jaise bhi hone Na kuchh dekha hai aur na hi kuchh Suna hai aise Khiladi Ghat tiya Khel Bhavna ko hi swikar karne lagte Hain. ???????
Read Full Blog
[email protected] 26 Aug 2025 257 Views

Aaiae jaane Khel Bhavna v Khel Naitik ko viksit karne ke tarike:

Khel Bhavna puraskar:- Adhiktar kocho ka jo Khel Bhavna tatha Khel naitikta per mukhya roop se Bal dete Hain mat hai ki khiladi mein Khel Bhavna AVN Khel ke Naitik mulyon ko viksit karne ke liye unhen Khel Bhavna puraskar Diya Jana chahie aise karne se Khel Bhavna Ko badhava Diya ja sakta hai isliye khet spardha ke dauran Khel Bhavna sambandhi gunon tatha Naitik mulyon ka bariki se nirikshan kiya... Read More
Khel Bhavna puraskar:- Adhiktar kocho ka jo Khel Bhavna tatha Khel naitikta per mukhya roop se Bal dete Hain mat hai ki khiladi mein Khel Bhavna AVN Khel ke Naitik mulyon ko viksit karne ke liye unhen Khel Bhavna puraskar Diya Jana chahie aise karne se Khel Bhavna Ko badhava Diya ja sakta hai isliye khet spardha ke dauran Khel Bhavna sambandhi gunon tatha Naitik mulyon ka bariki se nirikshan kiya Jana chahie taki aise Khiladi ko Khel Bhavna puraskar pradan Kiya ja sake Jo Khel mein uchch stariy Khel Bhavna ka pradarshan Karta hai yadi is prakar ki pravritti khelon mein apnae janti hai to khiladiyon ke Naitik mulyon AVN Khel Bhavna ke gun on Ko pradarshit Kiya jata hai. ?????
Read Full Blog
[email protected] 26 Aug 2025 191 Views

I jaane ke niche Shastr

Ke niti Shastra= Vastav mein Khel niti Shastra Khel ke Kshetra mein naitikta se sambandhit hai iska abhipriya hai khelkud mein Naitik aacharan karna yadi Khiladi Naitik mulyon ko Dhyan mein rakhte hue to unke liye yah Naitik mulya Keval Khel ke maidan tak ki upyogi nahin hote apitu maidan ke bahar bhi utarane hi upyogi siddh hote Hain is prakar Khel Bhavna tatha Khel niti Shastra ka aapas mein gha... Read More
Ke niti Shastra= Vastav mein Khel niti Shastra Khel ke Kshetra mein naitikta se sambandhit hai iska abhipriya hai khelkud mein Naitik aacharan karna yadi Khiladi Naitik mulyon ko Dhyan mein rakhte hue to unke liye yah Naitik mulya Keval Khel ke maidan tak ki upyogi nahin hote apitu maidan ke bahar bhi utarane hi upyogi siddh hote Hain is prakar Khel Bhavna tatha Khel niti Shastra ka aapas mein ghanishth sambandh hai.                     Sammaniyta kherpur kuchh vyaktiyon ke jivan mein ek mahatvpurn sthan rakhte Hain vah lambi avadhi Tak khelon mein bhag lete rahte hain khelon mein bhagidari ka prabhav sakaratmak, nakaratmak, samanya tatha कभी-कभी atyadhik mahatvpurn ho sakta hai atah khelon mein bhagidari ke Karan aise anek avsar prapt hote hain jinmen vyakti Naitik mulyon v Khel Bhavna sambandhit gunon ko sikhata hai parantu iska yah Arth bilkul nahin hai ki khelkud mein bhagidari se nishchit roop se naitikta aur Khel Bhavna ka Vikas Ho jaaye aur Khel aise avsar bhi pradan Karta hai jab khiladi mein Khel Bhavna ke viprit avgun aane prarambh Ho jaate Hain khelkud bhi jivan mein Anya kriyaon se alag nahin hai, unmen bhi aise bahut se avsar aate Hain Jo vyakti ke vyavhar ko achcha ya Bura banaa dete Hain parantu yah is baat  per nirbhar karta hai ki Aankhen Lakshya kya hai, parikshan karykram ki darshnikta kis prakar hai, coach ka vyavhar kaisa hai tatha माता-पिता ka drishtikon kaisa hai kintu Sahi nirdeshan ke dwara Khiladi avashyak gunon ko viksit kar sakte hain udaharan -anushasan, Naruty, kathin parishram, dradh nishchay, acche niyamon ka paran karte hue khelna arthat chal kapat dwara na khelna, Sahyog, Sonu bhuti, aapsi Samman tatha aadar ki Bhavna, imandari, dhairyata, bhavnaon ke upar niyantran aadi hai.????
Read Full Blog
[email protected] 26 Aug 2025 349 Views

Samajik aayam

             Samajik ayam:Yah vyaktitva ka Anya Pramukh aayam hai manushya samajik prani hai samaj mein rahakar hi uska samajik Karan hota hai vyakti Keval swayam ke liye jivan nahin jita abhi tu vah Anya logon ke liye jivan hota hai samajikta vyakti ki jaivik prakrutik mein janmjaat Hoti hai yadi Drishti Patra kiya jaaye bacche ke janm ke samay hi usmein samajikta ka bij bo Diya jata hai Anya sha... Read More
             Samajik ayam:Yah vyaktitva ka Anya Pramukh aayam hai manushya samajik prani hai samaj mein rahakar hi uska samajik Karan hota hai vyakti Keval swayam ke liye jivan nahin jita abhi tu vah Anya logon ke liye jivan hota hai samajikta vyakti ki jaivik prakrutik mein janmjaat Hoti hai yadi Drishti Patra kiya jaaye bacche ke janm ke samay hi usmein samajikta ka bij bo Diya jata hai Anya shabdon mein, yah bhi kah ja sakta hai ke samajik Karan prakriya vyavasthi ke janm se shuru Ho jaati hai Manav Shishu vyavhar ko isliye Sikh jata hai kyunki uski Mul pravritti samajik hai vah nakal karke, udaharnon ki sahayata se aur grahan Bodh se sikhata hai sabse pahle vyavaharik paddhtiyon; Jaise:-personal, riti- riwajon, kasautio, man Ko vah samaj mein Vyapar to tarike se prabhavit hota hai ek achcha vyakti tab vah hota hai, Jo samajik AVN samajik Karan karne wala Ho niti Katha, Charitra, aacharan, shishtachar, karya nitiyan, achcha drishtikon, mitrata, upkari prakrutik, Spark Sahyog, sahanubhuti aur dayalu tha jaise samajik gun acche vyaktitva hetu avashyak hai yah sabhi gun use parivesh ya vatavaran se utpann hote hain Jahan vyakti ka palan poshan hota hai atah vyaktitva apne mein dusre vyakti ke samne prakat Hone wali ek sampurn chhap Hoti hai yah mansik, sharirik, bhavnatmak, baudhik ya samajik aadi sabhi aayamon ki ekikrit chhavi hoti hai ???
Read Full Blog
[email protected] 24 Aug 2025 539 Views

Bhavnatmak aaya jaane

          Bhavnatmak aaya:- Yah aaya bhi vyaktitva ka ek Vishesh aayam hai yah bhavnatmak sthirta se sambandhit hai bhavnatmak sthirta ka hona vyaktitva ke liye bahut avashyak hai; Jaise-Krodh, vyakti ka bha, Gharana, avsad, dukh, irshya, race kaisi-anek bhavnaon per pura niyantran hona chahie yadhyapi anek Khiladi aise hote Hain ki jab jab jab bhi Jeet jaate Hain to vah adhik Khushi ka Anubhav ka... Read More
          Bhavnatmak aaya:- Yah aaya bhi vyaktitva ka ek Vishesh aayam hai yah bhavnatmak sthirta se sambandhit hai bhavnatmak sthirta ka hona vyaktitva ke liye bahut avashyak hai; Jaise-Krodh, vyakti ka bha, Gharana, avsad, dukh, irshya, race kaisi-anek bhavnaon per pura niyantran hona chahie yadhyapi anek Khiladi aise hote Hain ki jab jab jab bhi Jeet jaate Hain to vah adhik Khushi ka Anubhav karte Hain parantu har jaane per be Rone lagte Ha, Empire ya re phir bhi ke liye galat shabdon ka prayog kar dete Hain is prakar ki paristhitiyan vyakti ki bhavnatmak Star ki sthiti ko pradarshit Karti hai is prakar ki bhavnaon ka anyas hi foot padana acche vyaktitva main swikarya nahin hota hai .???
Read Full Blog
[email protected] 24 Aug 2025 232 Views

Mansik aaya hun

                         Mansik aaya:- Yah vyaktitva ka ek bahut mahatvpurn aayam hai yah aaya mansik vah baudhik kshamtaon se sambandhit hai mansik aayam itna Vishal hai ki ise andekha nahin kar sakte mansik aaya mein hi vyaktitva ki vastvik pahchan nihit hai vyaktitva Tak samaj ke Kalyan ke liye koi yogdan nahin de sakta jab tak ki vah mansik roop se saksham Na Ho aur usne paryapt Gyan arjit na... Read More
                         Mansik aaya:- Yah vyaktitva ka ek bahut mahatvpurn aayam hai yah aaya mansik vah baudhik kshamtaon se sambandhit hai mansik aayam itna Vishal hai ki ise andekha nahin kar sakte mansik aaya mein hi vyaktitva ki vastvik pahchan nihit hai vyaktitva Tak samaj ke Kalyan ke liye koi yogdan nahin de sakta jab tak ki vah mansik roop se saksham Na Ho aur usne paryapt Gyan arjit na kiya ho dekhne mein aakarshak nahin thi parantu usmein virakshan, mansik AVN baudhik gun the truck, Chintan, answer Gyan nirnay Lene ki kshamta aadi ka Vikas Shiksha ke dwara hi sambhav hai ismein koi sandeh nahin ki yah sabhi gun janmdata hote hain parantu inhen kuchh Seema Tak grahan bhi Kiya ja sakta hai yadi koi vyakti S angharsh v adhigam per abhi Jor deta hai, to vah apekshakrit adhik buddhijivi ban sakta hai. ??
Read Full Blog
[email protected] 24 Aug 2025 256 Views

Vyaktitva ke aayam (Dimensions of personality)

             Vyakti ke aayam  Dekha jaaye to vyaktitva swayam mein ek purn ikai hai, Jo anek aayamon ya pahal vo se milkar bani hai yah aaya ek dusre se atyant per ghatata se Jude hue ek parantu pratyek aayam ka apna hi prachalan Kshetra hai vyaktitva ke yah aaya ek sath milkar vyakti ke vyaktitva ka Nirman karte hain vastav mein, vyaktitva vibhinn pahalvan ki ek sangathi vah ekikrit chhavi hai ji... Read More
             Vyakti ke aayam  Dekha jaaye to vyaktitva swayam mein ek purn ikai hai, Jo anek aayamon ya pahal vo se milkar bani hai yah aaya ek dusre se atyant per ghatata se Jude hue ek parantu pratyek aayam ka apna hi prachalan Kshetra hai vyaktitva ke yah aaya ek sath milkar vyakti ke vyaktitva ka Nirman karte hain vastav mein, vyaktitva vibhinn pahalvan ki ek sangathi vah ekikrit chhavi hai jiske antargat mansik aayam, sharirik aayam, bhavnatmak aayam vah mansik aaya Shamil hai vyaktitva Ko vighatit nahin kiya ja sakta hai vyaktitva ke vibhinn aayam Keval suvidha ko Dhyan mein rakhte hue anek bhagon mein baithe hue hain dusre aayamon ke sandrbh ke Bina kisi bhi aayam ko samuchit roop se nahin samajha ja sakta hai ek aaya dusre aayam ko prabhavit karta hai ☺️☺️
Read Full Blog
[email protected] 24 Aug 2025 436 Views

Yoga Avm vyaktigat Vikas

                    Vyaktigat ka Arth~ Vyaktitva angreji mein personality ka Hindi paryay hai is Shabd ki utpati Latin shabd se Hui hai; jiska Arth hai-Kota ka nakab purani Unani sabhyata mein natakon mein vibhinn abhineta dwara mor photo nakab ka prayog Kiya jata tha samanyatah kisi vyakti ka vyaktitva uske bahari roop rang se nahin hota vastav mein pratyek vyakti mein kuchh Vishesh gun ya vishes... Read More
                    Vyaktigat ka Arth~ Vyaktitva angreji mein personality ka Hindi paryay hai is Shabd ki utpati Latin shabd se Hui hai; jiska Arth hai-Kota ka nakab purani Unani sabhyata mein natakon mein vibhinn abhineta dwara mor photo nakab ka prayog Kiya jata tha samanyatah kisi vyakti ka vyaktitva uske bahari roop rang se nahin hota vastav mein pratyek vyakti mein kuchh Vishesh gun ya visheshtaen hoti hai jo dusre vyakti mein nahin Hoti ine gunon AVN visheshtaon ke Karan hi pratyek vyakti ek dusre se bhinn hota hai vyakti ke ine gunon ka samooche vyaktitva kahlata hai iske avastha Na hokar ek ghatyatmak samashti hai jis per parivesh ka prabhav padta hai aur ISI Karan se usmein Parivartan aa sakta hai vyakti ke Aacharya vichar vyavhar kriyaon aur gatividhiyon mein vyakti ka vyaktitva jhalakta usmein Parivartan a sakta hai vyakti ka samast vyavhar uske vatavaran ya parivesh mein samayojan karne ke liye hota hai. ?? Dusre shabdon me, samanya roop se vyaktitva vyakti ke roop, gun, abhiruchi, Samarth, yogyata AVN vyavhar aadi ka sangathan hai, Jo use Anya vyakti se alag Karta hai yah vyakti ke paksh Gyan, bhavnaon, abhiprernaon aur vibhinn paristhitiyon mein uske vyavhar ko prabhavit Karta hai vyaktitva se abhipriya vicharon ke dhanche,, samajik, samayojanon v समय-समय per kisi vyakti dwara niyantran pradarshit vyavhar se hai, Jo kisi vyakti ki ashaon, aatmbodhu, drishtikon AVN mulyon ko atyadhik prabhavit karta hai manovigyan mein abhi tak vyaktitva ki paribhasha per koi ekmat (vichar) nahi ban Paya hai .??
Read Full Blog
[email protected] 24 Aug 2025 264 Views

Blog Catgories