Blog by Kakul Digital Content Writer | Digital Diary
" To Present local Business identity in front of global market"
" To Present local Business identity in front of global market"
Digital Diary Submit Post
Sahity mai nobel puraskar se sammanit teigor ji ka janm ek brahman parivar mei hua tha/ inke pita ka naam Devendarnath teigor tatha mata ji ka naam Sharda devi tha\ inke pita tatha dada atyant sampann vyakti hone ke karan rajsi that-bat ke sath jeevan vyatit karte the\ inke parivar samaaj mei ataydhik samman tha, isi samman ke karan log inke dada aur pita ko thakur kah kar bulate the\ yahi thakur shabd angreji ke parbhav se teigor ban gaye\
ghar mei nokaro ki adhikta aur vilasita ke ataydhik sadhno ke karan inko swatantartapurvak ghumne tatha khelne ke avsar prapt na kar sake\ ye swam ko bandi jesa anubhav karte huy ataydhik khinn rahte the\
teigor ji ki prarambhik siksha bangla bhasha mei ghar par hi aarambh hui\ prarambhik siksha prapt hone ke pashchat inka parvesh pahle kalkatta ke oriyantal seminar vidhalay mei karaya gaya\ oriyantal seminar vidhalay aur fir narmal vidhalay mei karaya gaya\ vidhalay ke vatavaran mei inka mann nahi lagta tha; atah: inko ekant bahut priy tha\
vidhalay siksha samapt karne ke pashchat inke pita ne beiristari ki padhai ke liye inhe ingleind bheja, kintu ye beiristari ki digri puri kiy beena kalkatta lot aaye/
Ravindarnath teigor sahitaykar, vicharak, deshbhakt aur uchchkoti ke darshnik the\ sarasvati ke is mahaan aaradhak ka 7 augast, 1941 isvi ko inka nidhan ho gaya/
8 vaesh kio aayu mei inhone pahli kavita likhi aur fir piche mudkar nahi dekha\ 'geetanjali' ki rachana karke ye vishvkavi ban gaye\ isi kriti ke liye inhe san 1913 mei sahitay ka sarvadhik partishthit nobel puraskar prapt hua\ inhone sahitay ki nibandh, kavy, kahani, upnyas, naatak aadi sabhi mukhye vidhao mei sahitay rachana ki\ sahitay ke sath-sath inhone nartay, sangeet, chitarkala awam abhinay mei bhi apni partibha ka loha mannvaya/
sahitay awam sangeet ki kitni hi nai sheiliya inhone viksit ki/ aaj kala awam nartay-sangeet mei inke dvara viksit nai sheiliya inhi naam se jaani jaati hai/ bangla bhasha mei inke dvara likhe gaye do hajar se adhik geet 'Ravindar sangeet' ke naam se jaane jaate hai aur banglabhashiyo ke dvara ataydhik ruchi ke sath sune jaate hai/ ye {naatakkar}, geetkar,sangeetkar, chatarkar aur nartay kalakar the/
Rashtargan ''Jan-gan-man'' aur bangla desh ka rashtaegan ''aamar shonar bangla'' bhi inhi ki vishvparsidhdh rachnaye hai/vishv mei keval inhi ko do rashtaro ke rashtargan ka lekhak hone ka gorav prapt hai./ teigorji kyoki bahumukhi partibha ke dhani sahitaykar the; inhone sahitay ki sabhi parmukh vidhao mei sahitay-rachana ki/
Read Full Blog...Kedarnath Agrawal ka janm 1 April San 1982 mein kamasin gaon banda (Uttar Pradesh) main hua tha inhone snatak Allahabad vishwavidyalay Allahabad mein se tatha LLB ki Pariksha DAV College Kanpur mein Uttaran ki/Hindi sahitya sammelan Prayag dwara inhen San 1989 isvi mein sahitya Vachan Pati ki Manak upadhi tatha Bundelkhand vishwavidyalay Jhansi dwara sant 1994 isvi mein d lit ki upadhi pradan ki gai /
Kedarnath ji ke sahitya ka udan ka Samman karte hue ine samay samay per bhi bhinn sansthaon dwara puraskar Kiya Gaya jinmen soviyat land ke Nehru puraskar Uttar Pradesh Hindi Sansthan Lucknow ka vishisht Samman sahitya akadami Samman Madhya Pradesh sahitya Parishad Bhopal ka Tulsi AVN Maithili Sharan Gupt Samman Pramukh hai/
Bahumukhi Pratibha ke Dainik Kedarnath Ji ne Jin vibhinn vidhaon mein sahitya Rachna ki, unmen nibandh upnyas Yatra vartman sahitya aur kavitaen ke roop se sammilit hai inhone kul 24 Kavya sangrah ho 1, anuvad, teen nibandh sangrah do Yatra vartman to tatha ek Patra sahitya ki Rachna ki inke is Rachna sansar ka vistar San 1947 isvi se lekar 1900 isvi tak hai Inka Pratham Kavya sangrah "Yug ki Ganga" San 19 47 isvi mein prakashit hua Inka nidhan 22 June san 2000 isvi Ko Ho Gaya/
Read Full Blog...Kaka kalelkar ka janm ek sampann aur pratisht Parivar mein San 1885 isvi ko Maharashtra ke Satara jile mein hua tha inki Marg se Marathi thi kintu swasthya mein Ruchi hone ke Karan Hindi Sanskrit Gujarati Bangla angreji aadi bhashaon ka achcha Gyan prapt kar liya tha/
Gandhiji ke sanidhy mein Aakar kaga kalelkar rashtriy aandolan se jud Gaye inke jivan per Gandhi ji ke atirikt Ravindra nath Tagore tatha rajvarshi purushotam Jaat Tandon ke sampark ka bhi Gambhir prabhav pada/
Atah inhone apna sampurn jivan rashtra seva aur Jan Kalyan ke karyon ko samarpit kar diya dakshin Bharat Vishesh kar Gujarat mein inhone Hindi ka prachar puratan man lagakar Kiya yah Hindi ke prachar ko rashtriy seva ka ek mante the/
Iske sath hi inhone prachin Bhartiya Sanskriti itihaas bhugol niti AVN tatkalin samasyaon ke Samadhan hetu bhi lekhan_kary kiya/
Kalelkar Ji ne Shantiniketan mein adhyapak, Sabarmati aashram mein pradhanadhyapak aur badauda mein rashtriy Shala ke Aacharya pad per bhi karya Kiya/
San 1934 isvi mein Gujarat Vidyapeeth ke adhyapan_karya mein sanlagn ho gaye gandhivad ke is pracharak ka 21 August San 1981 isvi Ko nidhan Ho Gaya//
Swatantrata-Sangram senani hone ke Karan inhone anek bar jail Yatra ki yah sanvidhan sabha ke sadasya bhi rahega Aandhi ji ki mrutyu ke pakshat unke Smriti mein sthapit Gandhi sangrhalay ke Pratham sanchalak hone ka Gaurav bhi inhen prapt hua/yah San 1952 isvi session 1997 isvi Tak rajyasabha ke sadasya tatha vibhinn aayog ke adhyaksh bhi rahe/rashtrabhasha prachar samiti ki ne inko "Gandhi puraskar" se sammanit Kiya Bharat Sarkar ne Padma Bhushan ki upadhi se inhen sammanit kiya//
Kaka Sahab ne Hindi aur Gujarati donon hi bhashaon mein Apne lekhni chalai/ inhone anek Gujarati rachnaon ka Hindi mein anuvad kiya Sathi anek maulik rachnaen bhi Hindi ko pradan ki Inka sahityakar roop Hindi mein mukhyat nibandhkar, sansmaran lekhak jivani aur Yatra vrat lekhak ke roop mein ubhar a/
Gujarat mein Hindi prachar kar rahi hai Kaka Sahab ko hi Diya jata hai inhone unhen kuchh koti ke nibandh likhen/
Read Full Blog...krishan ki prem deewani meerabai ka janm 1498 ismein Mera Rajasthan mein medta ke sameep chaukdi namak gaon mein hua/Jodhpur ke sansthapak Rao Jodha ji ki per putri AVN Ratan Singh ki putri thi Bachpan mein hi inki Mata ka swargvas ho gaya tha atah Inka palan poshan Dada ke dekhrekh mein rajsi thaat bat ke sath hua inke Dada Rao dudha ji bade dharmik swabhav ke the jinka Mera ke jivan per atyadhik prabhav pada Mera jab Matra 8 varsh ki thi tab bhi unhone Apne man mein Krishna ko prati Swaroop mein swikar kar liya tha inki bhakti Bhavna ke vishay mein dr Rajeshwar Prasad Chaturvedi ne apne vichar vyakt karte hue likha hai-20 varsh ki avastha mein hi Mera vidhva Ho gai aur jivan ka alaukik Aadhar chhin jaane per ab swabhavik roop se unka Asin isane Anant Prem aur adbhut Pratibha strot Girdhar Lal ki aur umra pada mewad ki rajya Shakti ka ghor virodh sahan karke sabhi ko send karte hue iska pyala pikar bhi unhone Krishna ke prati Apne bhakti Bhavna ko banae Rakha/
Mira ka Vivah chittod ke Maharana sanga ke sabse bade Putra bhojraj ke sath hua tha Vivah ke kuchh samay badhin ke prati Kiya samay ek mrutyu Ho gai/ iska Mera ke jivan per koi prabhav nahin pada kyunki vah to pahle se hi hai Bhagwan Krishna ko Apne Pati roop mein swikar kar chuki thi vah sadaiv Shri Krishna ke charanon mein apna Dhyan kendrit rakhti thi Mira ke is karya se Parivar ke log rost rahte the kyunki unka yah karya rajgranon ki pratishtha ke viprit tha/
Mira ke bhajan AVN geeton mein sacche Prem ki peer aur vedna ka vihal roop ek sath paya jata hai Mira ko pura sansar mittiya pratit hota hai isliye vah Krishna bhakti ko Apne jivan ke Aadhar ke roop mein swikar karti hai kaha jata hai ki Hari Tum har rojjan ki peer pankti Kate Kate Mera Bhai San 1586 mein doharika mein karshan ki bhakti Murti mein bhilin ho gai/
Read Full Blog...Hajari Prasad Dwivedi ka janm San 1909 isvi mein Uttar Pradesh ke baliya jile ke "Dube ka Chhapra" gaon mein hua tha/
inhone aajeevan sahitya -sadhan mein Lage rahakar Hindi -sahitya ko anek utkrusht kar diya pradan ki /upniwas AVN nibandh vidhaon mein inhen visheshta safalta prapt Hui /
Hindi sahitya mein inke mahatvpurn yogdan ko rekhankit karte hue doctor Dwarika Prasad saksena ne kaha hai ki doctor divedi Apne adbhut Rachna Kaushal vividh vichar pradarshan AVN Anupam abhivyanjana ke Karan sahitya ke Kshetra mein mordhan sthan ke Adhikari hai
Aacharya Dwivedi ji ke pita ka naam doctor Anmol Dwivedi aur Mata ka naam shrimati Jyoti Kali tha /
inke jyotish vidha ke mahan gyata the atah vah Apne Putra ko bhi jyotish Aacharya banana chahte the isliye Shiksha ka prarambh Sanskrit se hua inhone Apne pita ki ichcha anusar inter karne ke uprant Kashi Hindu vishwavidyalay se jyotish tatha sahitya mein Aacharya ki Pariksha Uttaran ki/
San 1940 isvi mein yah Hindi AVN Sanskrit ke adhyapak ke roop mein Shanti Niketan Gaye/ vahan anek WhatsApp Tak karya karte hue Gurudev ravindranath ke nikat sampark mein a gaye/to / ye Kashi Hindu vishwavidyalay ke Hindi vibhag mein adhyaksh niyukt hue kuchh samay Tak Apne Punjab vishwavidyalay mein Hindi vibhag ke roop mein bhi karya Kiya/
Rugunavastha ke Karan Inka 72 varsh ki aayu mein aswasthta ke Karan 19 my San 1979 is winco deha Vasan Ho Gaye divedi ji uchch koti kahane dukaan upniwas aalochak ,chintak , tatha odh Karta the/
Read Full Blog...
Premchand ka janm 31 July San 1880 isvi mein Uttar Pradesh ke Varanasi jile ke lamhi gram mein hua tha inke bachpan ka naam dhanpat Rai tha kintu yah apni kahaniyan Urdu mein .navab Rai .ke naam se likhate the aur Hindi mein Premchand ke naam se likhi inke dwara Rachit soche vatan ne aisi hulchul machai ki sarkar ne use jabad kar liya/
Read Full Blog...Misar ji sahityakar hone ke sath hi shasamaji jivan se bhi Jude the samajik rajnitik dharmik sansthaon se Inka nikat ka sampark raha tha aur Desh mein Jo navjagran ki lahar a rahi thi uske prati yah sachit the vastav mein navjagran ka sandesh hi janjivan Tak pahunchane ke liye inhone sahitya seva ka vrat liya aur Brahman patrika ka jivan sampadan karte rahe/
Mishra ji Vipul Pratibha aur vid ruchiyon ke dhani the Kanpur mein inhone natak sabha Naam ki ek Sanstha banai thi Jo uske prati madhyam se yah Parsi theatre ke samantar Hindi ka apna rang panch khada karna chahte the yah swayam bhi bharatendu ki bhanti Kushal abhi nahin karte the/
Mishra ji bharatendu ke vyaktitva se bahut pratibhavit the tatha unhen apna Guru aur Aadarsh mante the bahumukhi Pratibha ke dhan mishr ji ka 38 varsh ki ALP aayu mein San 1894 isvi mein Kanpur mein nidhan ho gaya/
Read Full Blog...Read Full Blog...
--icon----> --icon---->