Manushya aur prakriti ke bich ka atut sambandh kya hai

꧁ Digital Diary ༒Largest Writing Community༒꧂


Meri Kalam Se Digital Diary Create a free account




Prarambh se hi prakriti aur manushya ka atut sampann raha hai. Prakriti aur manushya ka sambandh aniyonyashit aur persper shah-astitva per nirbhar hai. 

Prakriti ne Manav ke liye jivan dayak tatvon Ko utpann Kiya hai. Manushya ne vrukshon ke fal, bij, jade aadi khakar apni bhookh mithaai. ped-paudhe hamen bhojan hi padarth nahin karte apitu jivan dayini whyou oxygen bhi pradan karte Hain. 

Yah vatavaran ke carbon dioxide ko grahan karte Hai aur oxygen ko bahar nikaalte Hain. Prithvi per hariyali ke strot ped-paudhe hi hai.

Manushya ne apni avashyaktaon ki purti ke liye van-sampadan ka andhadhun dohan Kiya hai. Jiske Karan prakrutik asantulan utpann ho  gaya hai

Paryavaran oxygen ki Kami aur carbon dioxide ki badhotari tatha pradushan ke Karan anek prakar ki Ghatak bimariyan fail rahi hai. Ped_paudhon ki Kami  ke chalte anavashti ,Sukha aur Bhumi Saran ki samasya paida ho gai hai nimn mein se Kaun hamen jivan jeene layak pradan karta hai. 

(A) Manushya.                         (B) Samaj 

(C) Prakriti.                              (D) Jagat 




Leave a comment

We are accepting Guest Posting on our website for all categories.


Comments