Morning nature benefit dimag Tej kaise karen

꧁ Digital Diary ༒ Wefru – India's Largest Writing Community ༒ Read, Write & Grow ༒꧂


Morning nature benefit dimag Tej kaise karen

Subah 5: baje ki Prakriti aur Hamare dimag per uska Jaadui Asar

  • Kya aap kabhi Subah 5:00 Baje Uthe Hain Main Kuchh Din pahle Tak Nahin uthati Thi mujhe lagta tha Subah uthana bahut Mushkil Hai per ek din main apne aap 5:00 Baje uth Gai aur Maine Jo Dekha vah main aapko batana chahti hunUse Samay ki Hawa mein dawai hoti hai subah 5:00 Baje Hawa mein bilkul Shor Nahin Hota main gadiyon ka Dhuan na Halla Jab vah Thandi Hawa Chehre per Lagti Hai To Aisa Lagta Hai Jaise dimag Dhul gaya ho doctor bhi Kahate Hain Subah Ki Hawa Mein sabse Jyada oxygen hoti hai jo Hamare dimag ko Shant karti hai

     

  • Pakshiyon ki awaaz se dimag khush ho jata hai 5:00 Baje na to insanon ki awaaz Hoti Hai Naye phone ki bus chidiyon ki awaaz Hoti Hai Maine notice Kiya use Awaaz Ko sunkar Man ka tension apne aap kam ho jata hai yah Kisi gane Se Bhi Jyada sukun Deti Hai
  • :Mobile ke bina wala dimag

    Ham din bhar phone dekhte hain per Subah 5:00 Baje Prakriti Itni Sundar hoti hai ki phone Yad hi nahin aata Jab Ham Bina phone ke 20 minut Prakriti ko Dekhte Hain To Hamara dimag din bhar Jyada Achcha kam Karta Hai padhaai Mein man lagta hai aur gussa kam Aata Hai. 

    Prakriti Sabse Badi doctor hai Aur Subah 5:00 Baje uski clinic khulati Hai aapane Kabhi Subah 5:00 baje ki Prakriti dekhi hai aapko kaisa laga tha comment Mein Jarur bataen

    FAQ

    + Subah 5:00 baje ki Prakriti morning nature benefits dimag Tej kaise karen

    Mera Anubhav maine sirf 7 Din Karke Dekha Roj 5:00 Baje uthkar 15 minut Chhat per baithati Thi Kuchh Nahin karti thi bus Dekhti Thi Halka Ujala Thandi Hawa pedon Ka hilna sach mein mera pura din Achcha jata tha pahle Mujhe छोटी-छोटी Baton per ghabrahat hoti Thi ab man Shant rahata hai agar aapka bhi man Udaas rahata Hai padhaai Mein Dhyan Nahin Lagta ya Nind Puri Nahin Hoti to Ek Bar Subah 5:00 Baje uthkar Dekho alarm lagao aur bus 15 minut ke liye Bahar baitho
    Radhika Dhiman

    Radhika Dhiman

    Verified Brand

    Radhika

     




    Ask the author

    Have a question about this post? Send it straight to the author — only they will see it.

    Sign in to ask the author a question.

    Leave a comment

    We are accepting Guest Posting on our website for all categories.

    to comment.
    Abhi koi comment nahi. Pehla comment aap karo.




    <