Manav jivan per paryavaran tatha pradushan ka prabhav
꧁ Digital Diary ༒Largest Writing Community༒꧂
Paryavaran prakriti dwara Pradhan un sabhi padarthon se banaa hai jo swasthya jivan vyatit karne ke liye avashyak hai. Prithvi ka dharatal v uski sabhi prakrutik dishaen tatha prakrutik sadhan Bhumi aur Pani parvat V maidan khanij padarth paudhon pashu jalvayu ki Shakti gurutvakarshan Vidyut v V Kiran shaktiyan Jo Prithvi per kriyashil hai.
Paryavaran do shabdon Se milkar banaa hai pari tatha aavran pari ka Arth Hai Charon or tatha avran ka Arth Hai Dhaka hua arthat vah sabhi dishaen Jo hamare vayumandal ko Charon or Se dhake Hoti Hai paryavaran kahlati hai.
Prakrutik paryavaran ke antargat jalvayu, Bhumi ke utpadan kshamta jungle maidan pahad jharane samundra Aakash Surya chandrama Tare pashu pakshi ki patange aadi sabhi sammilit kiye jaate hai.Prakrutik paryavaran prakriti dwara manushya Ko pradan Kiya jata hai.
Pratyek prani ke jivan ka Aadhar swachh vayu hai. Yah hamen swachh paryavaran se hi prapt hota Hai.
Acche paryavaran se Bhumi ki uprava Shakti badhati Hai.
Shuddh Jal ki prapti shuddh paryavaran Se Hoti Hai. Shuddh jalpa pranika ka achcha swasthya banae rakhne ke liye avashyak hai.
Vatavaran mein ped paudhe uchit tatha avashyak nami pradan karte hai.
Vanon junglon ko n kaatne per prakrutik asantulan nahin hota.
Vano se vibhinn prakar ki aushdhiyan जड़ी-बूटिया aadi prapt hoti hai.
Manushya hi nahin abhi apitu sabhi jio ka chal why you aur Marda se bahut hi gehra sambandh Hai. Jab Koi kabhi bahari padarth ismein a jaate hai, jiske Karan inke bhautik aur rasayanik gunon mein Parivartan ho jata hai v iske gun on mein hua parivartanon se Manav tatha unke upyogi jio ko Hani pahunchti hai to use vardha pradushan kahate hai.
Vayu pradushan ka shabdik Arth hai vayu ka dushit ho jana. Oxygen ke antargat vayu mein kisi bhi gas ki Matra santulit anupat se adhik hone per vayu savasan yogya nahin rahti. Atah why you Kisi gas ki vriddhi ya Anya padarth ka samavesh hona vayu pradushan kahlata hai.
Jal pradushan ka Arth hai Jal prapti ke Pramukh stroton ka dushit ho jana. Jal mein aushdhiyon hanikarak padarthon ke Gul mil jaane se Jal pradushit ho jata hai. Is prakar ke hanikarak padarth carbonic tatha carbonic padarth bhi ho sakte hain tatha kuchh Jaise bhi ho sakti hai. Pradushit Jal jeevon mein vibhinn prakar Ke Rog utpann kar sakta hai.
Pradushan ka aashay hai paryavaran mein anavachak shor ya vyapt ho jana shor awaaz mein dhvni hai. Yah siddh ho chuka hai ki shor manushya tatha Anya sabhi jeev jantu on aur viprit prabhav dalta hai. Atah isko bhi paryavaran ka pradushan Mana gaya hai.soar ke tirwa Shravan Shakti sharirik santulan aadi ko sthai ya asthai Roop se Hani pahunchati hai. Is prakar vayumandal mein utpann ki Gai achit dhvni jiska Manav tatha Anya praniyon ke sarvan tantra AVN swasthya per pratikul prabhav padta hai Dhani chor pradushan kahlata hai.
We are accepting Guest Posting on our website for all categories.
partiksha
@DigitalDiaryWefru