yah kahani fabric aur shit Ne likhi Hai yah Ek pilot ke Anu Bhav ko batata Hai Jiska Viman tufan Mein fans Gaya Hai lekhak Apna purana Dakota hawai jahaj prant Ke Upar Se England Wapas Uda raha tha Subah ke 1:30 Baj rahe the Chand Uske Piche purv Disha Mein UG raha tha Aakash Mein Tare Chamak rahe the vah Khush tha aur apne Parivar ke sath Rahane Ka Intezar kar raha tha usne Paris control ko phone kiya aur unhen bataya ki vah England ja rahe hain niyantran kaksh Ne use 12 degree Paschim ki or mudne ki Salah Di unhone Manchitra aur compass ki jaanch ki Apne dusre aur Aakhiri indhan per service Kiya aur pad anusar Dakota ko England ki or Mod Diya Usne Socha Ki nashte ke Samay Tak vah England pahunch Jaega Paris usse lagbhag 150 kilometer Piche tha Uske Samne Khade Ki Tarah lag rahe the vah Jaanta tha ki vah unke Upar Se Udan Nahin Bhar sakta aur vah yah bhi Jaanta tha ki Uske pass unke Charon or Uttar ya Dakshin ki or udane ke liye paryapt indhan nahin hai usne Socha Ki use Paris Wapas Jana chahie lekin fir usne jokhim Lene Ka Faisla Kiya Kyunki vah Apna nashta mis nahin karna chahta tha usne Apne purane record ko Sidhe tufan Mein Uda Diya hawai jahaj ke bahar Andhera tha purana hawai jahaj Hawa Mein Ujala aur Bal khane Laga iska compass aur radio band ho gaye usne Paris control ko phone kiya lekin Koi fayda Nahin Hua vah dekh Nahin Pa raha tha ki vah kahan hai vah tufan Mein Kho Gaya Tha tabhi Achanak use Kale badalon ke bich apne pass Ek Aur hawai jahaj Dikhai Diya Uske pankhon per Koi Roshani Nahin Thi lekin vah pilot Ka Chehra dekh Kajal uski aur Muda usne Ek Hath uthaya aur hilaya usne lekhak ko Apne Piche chalane ka Ishara Kiya vah lekhak ki madad karne ki koshish kar raha tha lekhak Ne Ajnabi Kale hawai jahaj ka anusaran Kiya vah badalon mein aadhe ghante Tak udate Rahe FIR Ajeeb Hawa hi jahaj niche ki or Jaane Laga aur lekhak Ne uska Picha karna Shuru kar diya Achanak lekhak badalon se bahar a Gaya usne Apne Samne Roshani ki do lambi Sidhi rekhaen Dekhi Hai Ek ranve ka hawai adda vah surakshit tha lekhak Kale hawai jahaj Mein Apne Mitra Ki Talash Karne Laga lekin Aakash Mein Koi Anya hawai jahaj nahin tha Kala hawai jahaj Ja chuka tha Lekar Kudrat V niyantran Tower ke pass purane Dakota Se Dur Chala Gaya usne jakar Control Center Mein Ek Mahila se use dusre hawai jahaj ke bare mein poochha vah use dhanyvad Dena Chahta tha usne Badi Ajeeb najron se use Dekha aur FIR Hanste Hue boli Ek Aur hawai jahaj is tufan Mein vahan Upar Aaj Raat Koi Anya hawai jahaj Udan Nahin Bhar Raha Tha radar per Mein Keval aapka dekh Saki lekhak ke pass Kai anuchrit prashn the
FAQ
+
Vanshika
Verified Brand
Basic Information-:
My name is a Vanshika.I was born into a middle class Hindu family.I live in dugchari. I am a good girl.I am beautiful girl.I am very Intillgent.She is 14 yearold. I study in class 9th.
My father name is MR.Sonu and My mother name is MS. Rajo. My father is a carpenter and My mother is a Housewife. My father is a Honest. and My father is a good man .My father is a very Intelligent.I like my father .and my mother is a good lady. My mother is a very Intillgent .and my mother is a very beautiful.
Vanshika
Verified Author Expert@DigitalDiaryWefru