Ghar grihasti aur shehad se Jude gharelu upaye Hain, Jo haldi besan ka ubhaltan (chamakti tvacha), hing damak gungune Pani se pet dard ka ilaaj, aur shehad nimbu dalchini se khansi kaf mein Rahat Jaise aasan nuksa per aadharit hai, jinmen, methi, aanwala aur gharelu masalon Ka upyog hota hai|
Tvacha ke liye (for skin)
Chamakti tvacha: haldi besan aur dahi ka pest banakar lagaye|
Sun tening: nimbu aur Khire ka ras
Muhanse: nimbu
Dark Sankalp aankho ke niche: aalu
Balon ke liye (fore hair)
Majbut Bal: aanwala
Lambe Bal: meti ke Dane
Rusi : samundar ke Namak (sisold) se sir ki masaj
Pet aur pachan (stomach & digestion)
Pet Dard: gungune Pani mein ek chutki sindha namak aur hing
Kaf balgum: garam Pani nimbu shehad aur chutki bhar dalchini
Munh ke chhale: khane ke bad good chusna
Anya gharelu upay (other home remedies)
Sardi khansi: khajur aur garam Pani
Kamjori unchai (bacchon ke liye): pyaj aur gud khana
Chot naksir: berf ki sikai
Nakhun kaatne se pahle: Namak mile gungune Pani mein hath bhigona chahie|
Anushka paramparik Gyan per aadharit hai jo Aksar prakriti aur rasoi ki chijon ka prayog karte Hain|
Leave a comment
We are accepting Guest Posting on our website for all categories.
Kakul Digital Content Writer
@DigitalDiaryWefru