Sadak suraksha awam yataayat ke niyam
꧁ Digital Diary ༒Largest Writing Community༒꧂
[ Partayek vyakti ka jeevan amulay hai/ iska koi vikalp nahi ho sakta/ jab hum ghar se baahar sadak par niklate to Durghatano ki aashankao ke chalte hamara jeevan jindagi ki kashmash ke bich daav par laga hota hai/ sadak par chalte jeevan par mandaraate is khatre ko hum sadak-suraksha awam yaatayaat ke niyamo ka paalan karke yadi samaapt nahi kar sakte to nyuntam avshay kar sakte hai/sadak durghatnaon AVN unse hone wali mauton ka sabse mukhya Karan yatayat ke niyamon ki jankari ka bhav aur un niyamon ka palan n karna hi hai/log in niyamon ko jaane, samjhe, unka palan Karen aur dusron Ko bhi unke palan ke liye prerit Karke sadak yatayat ko surakshit banane mein Sahyog Karen, yahi is paath ke pathykram mein sammilit karne ka mukhya uddeshy hai/]
Yatayat do shabdon se milkar banaa hai,'yat+ayat;' jiska Arth hai-aana-jaana/ prachin kal se hi Manav- sabhyata ke samast jivan shaili awagaman per hi nirbhar hai/ aadhunik kal mein badhate sansadhan AVN Vikas Kshetra ko dekhte hue Desh mein hi nahin sampurn Vishva mein yatayat se sambandhit mahatvpurn niyam banae gaye hain kyunki inse naya Keval aata hai aap sugam banta hai balki sadak durghatna se hone wale bhaiya vah khatron se bhi bacha ja sakta hai/
aam Janata khas taur se Yuva varg ke logon mein adhik jagrukta laane ke liye ise Shiksha samajik jagrukta ityadi aayamon se Joda Jana parasangik hai/ kyunki Vishva mein sadak yatayat mein mote aur jakhmi hona ek sadharan ghatna ho gai hai / Vishva swasthya sangathan ke anusar prati varsh 10 lakh se adhik sadak-hadso ke shikar vyaktiyon ki maut Ho jaati hai/
Hadson se bachne ke liye yatayat ke niyamon ka palan karna ati avashyak hai/ iske Gyan ke bhav mein AVN sucharu roop se palan n karne ke Karan Bharat mein pratyek varsh 1,40,000 se adhik vyakti sadak - durghatna mein mare jaate Hain/ aisi wicket paristhitiyon ki bhayavata ka anuman is baat se Laga ja sakta hai ki Vishva bhar ke kul vahanon mein se Keval ek pratishat hi vahan Bharat mein hai jabki Vishva ki kul sadak durghatna se 10% hadse Bharat mein hote Hain/
"Vidambna yah hai ki koi niyam tab tak Apne Lakshya Ko nahin prapt kar sakta jab tak palan Karta use atmasaat karne ki koshish Na Karen"/
Sadak yatayat ke niyam vivekpurn hote hain aur unka vivekpurn palan karna bhi avashyak hota hai/ sadak per chalne walon ki Suraksha ke liye anek kanuni AVN niyam banae gaye hain jinka palan karna pratyek nagrik ka dayitv hota hai/ jisse har koi surakshit Ghar pahunch sake yadi ham ine niyamon ka ullekh karte hain to swayam ke साथ-साथ dusron ko bhi Hani pahunchate Hain/ yatayat ke Pramukh niyam ko sikhane ki sukhata ke anusar do bhagon mein vibhakt kar sakte hain - (1) Suraksha se sambandhit yatayat ke niyam AVN savdhaniyan; (2) vahan chalane ke niyam AVN savdhaniyan/
Pedal, cycle AVN rikshachalak ko hamesha apni line mein arthat Bhai tere per rahana chahie AVN sadak paar karte samay दाएं-बाय dekhne ke bad hi aage badhana chahie vah Satya sadkon per hamesha zebra crossing ka prayog Karna chahie tatha aur mis karte samay kabhi hai na sochana chahie/ ki vahan chalak use dekh raha hai sadak ke sanrachnatmak dhanchagat suvidhaon ka pura upyog ho isliye sabka palan niyam Katha karna avashyak hota hai shortcut ya aasan vikalp khojna khatarnak ho sakta hai/
Vahan chalate samay yatayat ke niyam AVN Suraksha ki jankari ke साथ-साथ vahan chalane ki yogyata umra vah paripakvata ki jankari bhi avashyak Hoti hai/ sadkon per Dil Bata se badhati duphiya aur chaupaiyan vahanon ki bheed ko vyavasthit karne AVN sadak per avashya jagahon per Lage sadak niyam (yatayat niyam) se sambandhit mahatvpurn sanketon ki jankari rakhna bhi avashyak hota hai/
Kyunki Bharat mein varsh 2011 ki avadhi mein lagbhag 4.9800000 sadak durghatna Hui hai jinmen 1,42,485 logon ki mrutyu Hui vahan chalate samay kuchh manavi bhule hote Hain, Dil mein durghatna Ho jaati hai isliye aise tatv per can vivechana ki avashyakta hai/
Bahut teji se gadi chalana, Nashe mein gadi chalana, chalak ka Dhyan bhatkane wali chijen, Lal batti ka ullekh Karna, seat- belt aur helmet Jaise Suraksha sadhanon ki Pariksha lendriving ka palan ne karna aur galat tarike se overtaking karna Aadi karnon se sadak durghatna ki sambhavna badh jaati hai/isliye upryukt nirdeshit samast Bindu per Dhyan kendrit karte hue savdhani bartani chahie vartman mein vahan chalate samay mobile phone ke badhate prayog ke Karan durghatnayen badi hai Suraksha ki Drishti se vahan chalate samay mobile phone ka prayog nahin karna chahie/"
"Kabhi kabhi gadi chalate samay mobile phone holding per Dhyan chale jana Jaisi kriyaen bhi ismein Shamil Hoti hai Jaise gadi ka shisha samayojit karna vahan mein stereo AVN radio ka chalana sadak per janvaron ka a Jana vigyapan per suchna path Aadi chijon se chalak ko apna Dhyan nahin bhang karna chahie aur Marg Parivartan AVN Dhyan hatane wali bahari chijen dekhne ke dauran surakshit Rahane ke liye vahan gati dhimi rakhne ki avashyakta hoti hai/"
Likhit sanket AVN Chitra sanket likhit sanketon mein shabdon angon tatha vakya ka prayog karke avashyak Disha nirdesh kartavya sthanon ka gyan karane tatha sadak yatayat se sambandhit Achanak kisi Parivartan Aadi ki trimur sadak ki marmmat ho rahi hai kripya dhire chale savdhan bacche Hain jaise likhit sankataon ke madhyam se bhi savdhani bartane ke liye aagah Kiya jata hai/prayojan ke Aadhar per Chitra sanketon ko teen shreni mein pradarshit karte Hain-
(1) Khatre ki chetavni Dene Wale sanket. (2) Viniyamak sanket (3) suchnatmak sanket/
Chitra sankaton ka sabse bada Labh hai yah hai ki unmen aasani se dekha samjha aur palan Kiya ja sakta hai pratyek vahan chalak ko nirdeshit chin ko samajhkar hi vahan chalana chahie parivahan vibhag dwara ukt chijon ka Sahi Gyan kara kar hi vahan chalak ko vahan chalane ke liye driving lineses (chalan-anumati-patra) Kiya jata hai parantu uska uchit wala nahin yatayat ko sugam AVN sukhta hi banata hai Chitra sanketon ke Aakar aur rang अलग-अलग hota hai Lal rang ke golakar sanket aadesh mahtmak hote Hain,laurang ke Chitra koniye sanket chetavni Dene Wale hote hain aur neele rang ke sanket suchna padta hai/
Yatayat ke sanket Bhartiya road Congress (IRC) ke dwara jari kiye jaate Hain tatha sanket chinhon aur niyamon ka prayog kar banae jaate Hain jiska anupalan Desh ke sabhi nagrikon se karne ki apeksha ki jaati hai/
Ullekhit paristhiti mein कभी-कभी roadways sadak per jhagada ki sambhavna ban jaati hai jisko vividh sanketon se pahchan kar bacha ja sakta hai udhar nath uttejak vahan chalana Achanak tirwata Lana aur break lagana sadkon per teddy Medi jik Jack driving karna Tirupati mein बार-बार len badalna apni len se Achanak dusre vahanon ke aage apna Bal Lana dusre vahanon ko piche se ya Bagal se takkar maarna vahan ko dusre vahan ke piche ekadam se satakar chalana nirantar Horan bajana hai light place karna/
Vahan chalak ko samajhdari dikhate hue Apne bachav ke liye si sthiti mein ulajhne se bachne ki koshish karni chahie/
Yatayat ke niyam palanharth Bhartiya rashtriy rojgar pradhikaran se sadak Suraksha mein sudhar karne ke liye anek kadam uthae hain jaise sadak furniture sadak chin road marking unnat parivahan pranali ka prayog karte hue rajmarg yatayat prabandh pranali aarambh karna Nirman karya ke dauran thekedari mein anushasan banae rakhna sadak Suraksha aadi/
Not=ispat se vayakaatmak prashn aur sandrbh aadharit prashn nahin puche jaenge/
We are accepting Guest Posting on our website for all categories.
Kakul Digital Content Writer
@DigitalDiaryWefru