Bharatendu Harishchandra

꧁ Digital Diary ༒Largest Writing Community༒꧂


Digital Diary Create a free account




Bharatendu Harishchandra ka janm San 1850 isvi mein Kashi ke ek sampann  veshya Parivar mein hua tha/nke pita Babu gopalchandra Ji Girdhar Das ke upnaam se Kavita likha karte the alpaayu mein hi Mata pita ka saya inke sharir se uth Gaya, aur ghar ka sara bhoj inke kandhon per a pada inhone Hindi, Marathi, Bangla, Sanskrit aadi bhashaon ka gyan Ghar per hi prapt kiya/

13 varsh ki aayu mein hi banno Devi se Inka Vivah hua Vivah ke bad 15varsh ki avastha main inhone Jagannath Puri ki yatra ki yahin se inke man mein sahitya sarjan ke Ankur fute/inhone Apne sahitya jivan mein anek Patra patrikaon ka sampadan Kiya aur Banaras mein ek college ki sthapna ki/ iske atirikt inhone Hindi sahitya ki Smriti ke liye anek sabha sansthaon ki sthapna bhi ki inhone naya keval Hindi sahitya ki seva varnan Shiksha ke Prasar ke liye dhan jutaya aur din dukhiyon ki bhi sahayata ki inki ISI damshilta ki parivarti ke Karan Inka Chhota Bhai sampatti ka bantwara karke inse alag Ho Gaya/

Is ghatna ka bharatendu ke jivan per viprit prabhav pada aur inhen anek kasht jhelane padenge tirni Ho Gaye apni 35 varsh ki ALP aayu mein inhone 175 granthon ki Rachna karke Hindi sahitya ki mahti seva ki San 1885 isvi mein 35 varsh ki ALP aayu mein Inka nidhan Ho Gaya/

Is prakar ham dekhte hain ki bharatendu Harishchandra ek sath hi Pratibha samplan Kavi natakkar patrakaar aur nibandhkar the Apne ALP jivan kal mein hi inhone itna mahatvpurn karya Kiya ki Inka yog "bharatendu Yug" ke naam se vikhyat ho gaya yah Hindi -sahitya Gagan ke indu hi the/

Hindi bhasha aur sahitya ke Kshetra mein bharatendu ke avismarniy yogdan per Prakash dalte hue su vikhyat pakshatya sahityakar Giri anshan ne uchit hi likha hai-

"Harishchandra hi ekmatra aise sarvshreshth Kavi hai jinhone Anya kisi bhi Bhartiya lekhak ki apeksha desi boli me rachit sahitya ko lokpriya banane mein sarvadhik yogdan Diya"/

Spasht hai ki bharatendu Harishchandra ek Pratibha samand AVN yog pravartak sahityakar the nav varsh ki chhoti aayu mein se hi hai kavitaen likhane Lage the apni ISI vilakshan Pratibha ka Parichay dete hue inhone Hindi sahitya ke Vikas mein Amulya yogdan Diya Keval 18 varsh ki aayu mein inhone Kavi Vachan Sudha Namak patrika ka sampadak AVN Prakashan paryavaran Kiya iske kuchh varshon pakshat inhone Harishchandra mein Jin ka sampadan AVN Prakashan bhi prarambh kar diya/

Bharatendu Harishchandra Kushal nibandhkar bhi the fir bhi natak AVN Kavita ke Kshetra mein hi inki Pratibha ka sarvadhik Vikas hua yah anek Bhartiya bhashaon mein Kavita karte the kintu Braj bhasha per Inka Vishesh Adhikar tha marth bhasha Hindi ke prati inke hriday mein aaghat Prem tha Hindi sahitya ko iSmart banane ke liye inhone naya Keval swayam sahitya ka sarjan Kiya varnan anek lekhakon ko bhi unhone yah kya kar is Disha mein prerit Kiya-

​​​​​​Nij Bhasha unnati ahe, sab unnati ko Mul, 

Binu nij Bhasha Gyan ke, mite na hiy ko shul||

Bharatendu ji ki bahumukhi Pratibha ka parinaam yahi hai ki inhone kavita, natak, nibandh, itihaas, Aadi vishayon per anek pustakon ki Rachna ki/

Iske atirikt Prema adhuri Prem Tarang Dan Leela Prem sarovar tatha Krishna Rachit bhakti tatha Divya Prem ki Bhavna per aadharit rachnaen Hain inmein Shri Krishna ki vividh leelaon ka Sundar varnan hua hai/

 

 




Leave a comment

We are accepting Guest Posting on our website for all categories.


Comments