Dharmveer Bharati
꧁ Digital Diary ༒Largest Writing Community༒꧂
Bharati ji bahumukhi Pratibha ke dhani sahityakar the inhone Hindi sahitya ki nibandh, natak, Katha, upnyas, aur Kavita ine sabhi vidhaon mein utkrusht lekhan kiya/ Safal sampadak aur anuvadak ke roop mein bhi yah khayati prapt hai aalochana ke Kshetra mein yah prachin video per Parhar karne ke liye prasiddh hai/
Allahabad ke sahitya Pravesh ne inke jivan Ko bada prabhavit Kiya vahan rahte yah Nirala pant Mahadevi Verma tatha doctor Ramkumar Verma Jaise mahan sahityakaron ke sampark mein aaye ine sahityakaron se inhen sahitya sarjan ki Prerna prapt Hui aur unki sahitya Pratibha mein nikhara aata chala Gaya desh ki vibhinn Patra patrikaon mein inke nibandh aur kavitaen prakashit hone lagi/
Is prakar yah ek yashasvi sahityakar ke roop mein Hindi sahitya mein pratishthit hue inhone sahitya ki jis bhi pita ko Apne likhane se sparsh Kiya vah Dhanya Ho uthi upniwas ke Kshetra mein gunahon ka Devta Kavya ke Kshetra mein kanupriya AVN andha Yug ka koi sane nahin hai nisandeh Hindi sahitya mein Inka Vishesh sthan hai/
Inke ek aalochak ke shabdon mein ham kah sakte hain ki "jivan se niraash" aur vikart Manas parvartiyon ka manovigyan adhyayan prastut karne aadhunik vaigyanikta se bhara Kranti sabhyata ko Mili hai inke sahitya sevaon ke liye inhen Bharat Sarkar dwara Padma Shri se sammanit Kiya Gaya/
Is prakar spasht hai ki nai Kavita tatha gadh- sahitya ke Vikas mein to Inka yogdan avismarniy hai "Dharm Yug' ke sampadan mein inki patrakarita ki utkrushtta bhi pramanit hai/
Sankalit path "thele per himan liye" Inka Yatra vartman shreni ka samast AVN nibandh hai yah inke nibandh sangrah uthele per Himalaya se उधर to hai prastut nibandh mein inhone Nainital se ko sahne Tak kiya tha ka rochak AVN manoram sele mein sachiv varnan Kiya hai is Yatra vardhanta mein inhone hi man liye Soundarya ke aise mahak Chitra khinche Hain ki Pathak ke samne Himalaya swayam upsthit hokar use Apne Soundarya ke sadhan ke liye Himalaya parvat hetu aamantrit karne ke sath yah Apne saman uncha uthne ki chunauti deta-sa partit hai-"himmat hai? Unche uthoge?"
We are accepting Guest Posting on our website for all categories.
Kakul Digital Content Writer
@DigitalDiaryWefru