Pandit Shriram Sharma
꧁ Digital Diary ༒Largest Writing Community༒꧂
Inki prarambhik Shiksha sameep ke hi gaon makkhanpur mein Hui inhone Allahabad vishwavidyalay se BA ki Pariksha Uttar ki tatpachat yah patrakarita se jud gaye aur "Vishal Bharat" ka sampadan karne lage ISI ke sath inhone swatantrata aandolan mein prakriya bhag lekar Desh- seva ki inka ghar swatantrata- aandolan ke krantikariyon ka Yojana Sthal tha Desh-seva karte hue inhone anek jail yatraen bhi ki sahitya aur Bhumi ki seva karte hue hai/ nirbhik yoddha lambi ruknata ke bad San 1967 isvi mein swargvasi ho gaya/
Shri Ram Sharma ne apna sahitya jivan ek Kushal patrakaar ke roop mein aarambh Kiya/inhone"Vishal Bharat"ka sampadan patrkarita ke Kshetra mein ek mahan Kranti ko janm Diya/ is Patra ka swatantrata -aandolan main lekin yogdan Raha iske atirikt inhone Shri Ganesh Shankar Vidyarthi ke Dainik Patra Pratap mein sahasampadak ke roop mein karya Kiya inhone swikar sahitya mein Vishesh khyati prapt ki Inka sahitya rashtriy ki Bhavna,aur deshbhakti, se ot-prodh sahas bhi karta aur sfurti per dene wala tha/
Shri Ram Sharma Hindi mein shikar sahitya ke prasiddh lekhak rahe Hain vastutah Hindi -sahitya mein shikar -sahitya ka prernata hone ka sharir inhin Ko Diya jata hai Inka Shikhar- sahitya saras hone ke sath-sath rochak awam romanchpurn hai/
Inhone apni rachnaon mein van-akshitro ka to sajeev varnan Kiya hai Sathi Vanya jivon ke swabhav aur vibhinn paristhitiyon mein unke manubhav ka bhi Sundar chitran kiya hai patrakarita ke sath hi inhone shikar sahitya sansmaran aur jivan lekhan ki without mein ullekhne karya Kiya/ "San 42" ke sansmaran aur "seva gram ki diary" aatmkathamak shaili mein likhi gai inki prasiddh kar diya hai/inke prasiddh kar diya hai/
Shikhar sahitya se sambandhit lekhon mein ghatna vistar ke saath -saath pashuon ke manovigyan ka samyak Parichay dete hue inhone unhen paryapt rochak banane mein safalta prapt ki hai inhone gyanvardhak AVN vicharon ka chak lekh bhi likhe Hain Jo bhi vibhinn Patra patrikaon mein samay-samay per prakashit hote rahe hain/
We are accepting Guest Posting on our website for all categories.
Kakul Digital Content Writer
@DigitalDiaryWefru