Kya hota hai swasthya ka mahatva? Aaiae jaane

꧁ Digital Diary ༒Largest Writing Community༒꧂


Meri Kalam Se Digital Diary Create a free account




Swasthya mahatva Kya hota Hai 

Swasthya hamare jivan ka sabse mahatvpurn aayam hota hai. yah hamare sharirik, mansik aur samajik tantu ka santulan hota hai jo hamare jivan ki gunvatta ko prabhavit karta hai.

Swasthya Pratek vyakti ke liye avashyak hai. Atah yah kaha Gaya Hai ki swasthya hi dhan hai. Hamen yah bhi Dhyan rakhna chahie ki ek swasth mochi ek bimar Raja se kahin adhik achcha hota Hai. Vastav mein swasthya Keval vyakti ko prabhavit nahin karta balki jis samaj mein vah rahata hai use sampurn Samaj Ko prabhavit Karta Hai arthat jis samaj mein Ham rahte Hain use per bhi hamare swasthya ka prabhav padta hai. Yadi vyakti swayam ko swasth nahin rakhega to uska jivan khushhal nahin hoga aur Samaj mein vah Apne kartavyon Ko acchi tarah nahin nibha payega.




Leave a comment

We are accepting Guest Posting on our website for all categories.


Comments