Swasthya ke niyam kya hai

꧁ Digital Diary ༒Largest Writing Community༒꧂


Meri Kalam Se Digital Diary Create a free account




Swasthya ke niyam 

Swasthya ke niyam nimnalikhit prakar se hai------

1. Sharir ko shuddh vayu prakar soldier Milana chahie. 

2. Sharir ko acche swasthya ke liye paushtik aahar; Jaise -- carbohydrate ,Vasa, vitamin, protein aadi santulit avastha mein Milana chahie.

3. Acche swasthya ke liye vyayam karna chahie. 

4. Vyakti ko acche swasthya ke liye adhik garmi aur Sardi Se bachav karna chahie. 

5. Vyakti ko समय-समय per Apne sharir ki jaanch karani chahie. 

6. Vyakti ko acche swasthya ke liye apni vyavhar ko sakaratmak Roop se pradarshit karna chahie.




Leave a comment

We are accepting Guest Posting on our website for all categories.


Comments