Dhyan ka kuch fayda

꧁ Digital Diary ༒Largest Writing Community༒꧂


Meri Kalam Se Digital Diary Create a free account




Dhyan aur meditation ek Kiya hai jismein vyakti Apne man Ko Chetna ki ek Vishesh Avatar milane ka prayas Karta hai Kai dharmik parampara aur manyataon mein prachin kal se hi Dhyan ke Vyas Kiya ja raha hai agar iska Vyas roj kiya jaaye to isase aapko mansik santulan banae rakhne mein madad milati hai aur aap swasth mahsus karte Hain. 

Dhyan karne se kya fayde milte Hain 

 

Mansik swasthya Ko fayda pahunchata hai 

Research se pata chalta hai ki Dhyan karna hamare Malik swasthya ke liye kitna faydemand hota hai iska bhi aaj aapka tanav dur Karta hai bechaini kam karta hai udarta badhate aatm jagrukta aur aatm Samman mein sudhar karta hai 

Umar badhane ki prakriya ko dhima karta hai 

Shodh mein bhi dekha gaya hai ki Dhyan ka Vyas aapka janm hua rakhta hai vah umra badhata hai aisa isliye hota hai ki kyunki Dhyan karne se tanav kam ho jata hai tanav aapke sharir per nakaratmak dalta hai. 

Dhyan karne se urja badhati hai 

Gyan ka abhyas aapke dimag ko saaf karta hai aur jisse aap in genetic mahsus karte hain Dhyan tantrika ko uttejit kar sakta hai jo sakaratmak bhavnaon aur aaram ko badhava deta hai. 

Bechain aur Avsad  ko dur karta hai

Dhyan karne se bechaini aur avsad ke lakshanon se aaram milta hai yah sharir mein prant ke star Ko badata hai ayurvedic ke mutabik jaise Pran ka star badti hai vaise hi bechaini Kam hone lagti hai.

Dhyan focus or yaad aazma sudhar karta hai 

Dhyan karne se kuchh behtar hota hai aur sath hi yadasht mein sudhar hota hai. Ham ya to bite hue samay ko lekar naraj hote hain ya FIR aane Wale samay ko lekar. Dhyan aapko vartman mein jeene ke liye madad karta hai aap Jaise hi Dhyan ka Vyas karna shuru karenge vaise hi aapka focus behtar hona shuru ho jata hai. Dhyan se aapka dimag shant hota hai jisse aapki yaddasht behtar hoti hai. 

Theek hone aur Dard ko manage karne mein madad karta hai. 

Sure batata hai ki Dhyan karne se purana Dard bhi theek ho sakta hai agar aap roj dhyan ka abhyas kra to . Isase purana dard jo aapko lambe samay se pareshan kar raha hai vah theek ho sakta hai.

Sharir ko pahunchte hai yah fayde

Mansik swasthya karne se sharir ko bhi post hai Kai fayde jaisa high blood pressure enjikattack ka kam hona. Tanav ki vajah se sir Dard chhale nind Na aana. Manspeshiyan aur jodon mein Dard hona. Demune sister ka behtar hona nind aur rishto mein sudhar aana.

 

 

 

 

 




Leave a comment

We are accepting Guest Posting on our website for all categories.


Comments