Ek mote vyakti ko ek patale AVN chhote vyakti ki apeksha santulit aahar ki adhik Matra ki avashyakta Hoti hai kyunki mote AVN unche vyakti ko adhik urja kharch karni padati hai.
Vyavsay--
Santulit aahar ki Matra per sahayak ka bhi prabhav padta hai jo vyakti aise vyavsay mein Lage hote hain jinmen sare sharirik sharm adhik karna padta hai unhen santulit aahar ko jyada Matra ke jarurat Hoti hai vahan se swasthya Hoti hai aise vyakti ko is prakar ka santulit aahar Lena chahie jismein vitamin ki Matra jyada ho.
Jalvayu--
Hum kaise jalvayu mein rah rahe hain santulit aahar ki Matra v gun is baat per bhi nirbhar karte Hain yadi ham thandi jalvayu mein rahte Hain to hamen Adhikar ki avashyakta hoti hai aisi jalvayu mein hamen protein tatha Bhasha ki Matra adhik Deni chahie yah baat sharm aani hai ki ham sardiyon mein garmiyon ki apeksha adhik aahar lete hain kyunki sardiyon mein hamen adhik ushma ki jarurat hoti hai.
Garbhavastha--
Garbhavastha ke dauran Matra AVN gunvatta ke sambandh mein santulit aahar ki avashyakta bilkul alag hoti hai garbhavastha ke dauran ek man Ko bhrun ke uchit Vikas hetu santulit aahar ki Ajay Matra Ho ki jarurat hoti hai use Uttam visheshta protein AVN calcium ke adhikta wale aahar ki bhi jarurat Hoti hai calcium ki atirikt Matra bacche ki haddiyon ke Nirman mein madad Karti hai is prakar samanya stri ki tulna mein garbhavastha isliye ko bhi prakar ke aahar ki jarurat hoti hai.
Bhaugolik sthiti--
Bhaugolik sthiti ke anusar santulit aahar ki Matra AVN gunvatta ki bhi अलग-अलग Hoti hai atyadhikhandi sthanon mein garmi wale sthanon ki tulna mein Vasa ki adhik Matra ki jarurat Hoti hai thande kshetron mein Rahane Wale vyaktiyon Ko garmi tatha urja utpann karne Wale aahar ki avashyakta Hoti hai atah santurtahar boli ka sthiti per bhi nirbhar karta hai. Santulit aahar Lene hetu diye Gaye chart atyant siddh ho sakte hain.
Bacchon ki yadi santulit aahar
Leave a comment
We are accepting Guest Posting on our website for all categories.
Doli
@DigitalDiaryWefru