Aaye jaane walo Shareef hetu calories ki avashyakta

꧁ Digital Diary ༒Largest Writing Community༒꧂


Digital Diary Create a free account




Manav sharir hetu calories ki avashyakta--manushya ko dincharya karya AVN vyaktigat vibhinnata ke anusar sharirik yogyata tatha Shakti hetu calories ki jarurat Hoti hai jise vah Apne aahar ke poshak tatvon se prapt Karta hai kisi manushya Ko ek din mein kitni calories ki jarurat Hoti hai iski ganana karne ketu hamen use vyakti ki aayu Dainik karya parishram aadi ki vyaktigat mein rakhna padta hai.

  • Yah samanya upchayan dar ki vyakti vah samanya urja hoti hai jo uske aaram ki sthiti mein sharirik ke sansthanon dwara sarvshreshth roop se karya karne mein aahar ke upchayan ke liye Hoti hai kisi vyakti hetu calori ki sankhya gyat karne ke liye nimnalikhit Sutra ka prayog Kiya jata hai. 

  • Atirikt urja dar vastav mein vyakti ki dincharya tatha karya bhar ke anusar use atirikt urja ki jarurat bhi Hoti hai samanyata pratidin 8 ghante karya karne ke pakshat vyaktigat bhinnata ke Aadhar per nimnalikhit calories ki shuruaat zaroorat hoti hai.




Leave a comment

We are accepting Guest Posting on our website for all categories.


Comments