Manovaigyanik karak jaane

꧁ Digital Diary ༒Largest Writing Community༒꧂


Digital Diary Create a free account




Manovaigyanik karak--manovaigyanik karak Jaise bhay, Krodh, aatmhinta, dukh, Gharana, kamukata aadi ki dasha mein bhookh nahin lagti athva khane ko man nahin karta isliye aisi dasha mein vyakti ka poshan star kam hota hai aisi sthiti mein, yadi khane ka swad achcha ho to bhi vah aruchi ka kar lagne lagta hai kuchh sthiti mein to vyakti khana bhi chhod deta hai iske viprit vidyash, prashanta AVN Suraksha ki sthitiyon mein poshan star achcha hota hai Kai bar chhote bacchon ko toffee, biscuit ya Anya mithaiyan Dene se vah post khana nahin kha paate isliye vah ALP poshan ka shikar Ho jaate Hain is prakar manovigyan kaarak bhi vyakti ke poshan star ko prabhavit karte Hain.

  • Samajik AVN Sanskriti dashae--poshan star Keval khadya padarthon ki Matra ke kamiyan adhik hone per bhi nirbhar karta, abhi to hamare samajik v sanskritik dashaon arthat hamare Sidhi awaaz, parampara tatha aadaton per bhi nirbhar karta hai.




Leave a comment

We are accepting Guest Posting on our website for all categories.


Comments