Vriddhi ka mapan

꧁ Digital Diary ༒Largest Writing Community༒꧂


Digital Diary Create a free account




Mapan:-

Ek Vishesh Kaushalya kisi vyakti ki sari pushti ke star ke vishay mein jankari ya aankadon ko ektrit karne hetu parikshan tatha taknikon ke prayog ko mapan kaha jata hai Jaise-fitness Sangram, cross bober taste, Miller volleyball test, Johnson basketball ability test, afraid ka physical best test aadimapa mapan mulyank ka ek dhang hai jo vyakti ke Uttar ya mapan ke Vishesh ikaiyon Jaise+unchai ko inch ya meter mein gati ko saikdon mein tatha bhar ko kilogram ya pounds mein record Karta hai Uttar ya pratikriya ko guniya Matra se mapa ja sakta hai is prakar mapan ek aisi prakriya hai jisse pusht ka star yogyata Gyan hamare pradarshan ka Star vyaktitva ke visheshtaen AVN Kushal star ityadi ko unke Manak parikshanon ki sahayata se mapa jata hai. 

Mapan ki paribhasha: 

Nimnalikhit paribhashaon dwara mapan ek Arth ko aur adhik spasht roop se main samjha ja sakta hai mapan mulyank prakriya mein sahayata Karta hai jismein aankadon aankade aakrit karne mein unke upkaranon AVN taknikon ka prayog Kiya jata hai.




Leave a comment

We are accepting Guest Posting on our website for all categories.


Comments