Manoranjan ki avdharna:-
prachin kal mein manushya ke pass karya kam hota hai vah sadharan jivan vyatit karte the unhen adhik mansik dabav tanav tatha chinta nahin Hoti thi parantu aaj is Yug mein vyakti ek dusre se aage badhane ke Daud mein Laga rahata hai aajeevan ke pratyek Kshetra mein hai arthik roop se sampann hone ke Prabal ichcha usko chain vah aaram se nahin Rahane deti, parinaamn: vah tanav, mama chintayukt rahata hai is prakar vyakti subah se Sham Tak Apne Apne karyon mein jhuthe rahte hain dinbhar karya karne ke pakshat unhen sharirik athva mansik thakan ho jaati hai isliye धीरे-धीरे unki sharirik AVN mansik shaktiyon Ho jaati hai is prakar ine khoi hui shaktiyon ki purn: prapti mein Manoranjan ka bahut mahatvpurn yogdan hai ise n Keval vyakti ke sharirik AVN mansikta ka dur hoti hai balki use ek nai spoorti ka Anubhav bhi hota hai atah: kaha bhi jata hai ki Manoranjan jivan mein Navin ras ka sanchar karta hai. ??
Doli
@DigitalDiaryWefru