Ke niti Shastra=
Vastav mein Khel niti Shastra Khel ke Kshetra mein naitikta se sambandhit hai iska abhipriya hai khelkud mein Naitik aacharan karna yadi Khiladi Naitik mulyon ko Dhyan mein rakhte hue to unke liye yah Naitik mulya Keval Khel ke maidan tak ki upyogi nahin hote apitu maidan ke bahar bhi utarane hi upyogi siddh hote Hain is prakar Khel Bhavna tatha Khel niti Shastra ka aapas mein ghanishth sambandh hai.
Sammaniyta kherpur kuchh vyaktiyon ke jivan mein ek mahatvpurn sthan rakhte Hain vah lambi avadhi Tak khelon mein bhag lete rahte hain khelon mein bhagidari ka prabhav sakaratmak, nakaratmak, samanya tatha कभी-कभी atyadhik mahatvpurn ho sakta hai atah khelon mein bhagidari ke Karan aise anek avsar prapt hote hain jinmen vyakti Naitik mulyon v Khel Bhavna sambandhit gunon ko sikhata hai parantu iska yah Arth bilkul nahin hai ki khelkud mein bhagidari se nishchit roop se naitikta aur Khel Bhavna ka Vikas Ho jaaye aur Khel aise avsar bhi pradan Karta hai jab khiladi mein Khel Bhavna ke viprit avgun aane prarambh Ho jaate Hain khelkud bhi jivan mein Anya kriyaon se alag nahin hai, unmen bhi aise bahut se avsar aate Hain Jo vyakti ke vyavhar ko achcha ya Bura banaa dete Hain parantu yah is baat per nirbhar karta hai ki Aankhen Lakshya kya hai, parikshan karykram ki darshnikta kis prakar hai, coach ka vyavhar kaisa hai tatha माता-पिता ka drishtikon kaisa hai kintu Sahi nirdeshan ke dwara Khiladi avashyak gunon ko viksit kar sakte hain udaharan -anushasan, Naruty, kathin parishram, dradh nishchay, acche niyamon ka paran karte hue khelna arthat chal kapat dwara na khelna, Sahyog, Sonu bhuti, aapsi Samman tatha aadar ki Bhavna, imandari, dhairyata, bhavnaon ke upar niyantran aadi hai.????
Doli
@DigitalDiaryWefru