HIMALAYA KI TARAH
꧁ Digital Diary ༒Largest Writing Community༒꧂
Kadha Himalaya bata raha hai
Daroo na Aandhi-Pani main,
Datae rho tum avichal ho kar,
Sb Sankat tufanon mein.
Dago na apne Pran se,to tum
Sab kuchh pa sakte ho pyare,
Tum bhi unche ho sakte ho,
Chhu sakte ho nabh ke Tare.
Achal rha jo apne path pr,
Lakh musibat ane me,
Mili safalta Jag me usko,
Jine me , mar jane me
We are accepting Guest Posting on our website for all categories.
Chanchal Dhiman digital content writer
@DigitalDiaryWefru