In LightAMP Theme
(II) टाटा ग्रुप टाटा भारत के सबसे अग्रणी रिटेलरों में से एक है। ट्रेड इसकी सहायक कंपनी है और यह बेस्ट साइन तथा स्टार इण्डिया बाजार का संचालन करती है। इस रिटेल घराने की स्थापना 1998 में की गई थी। टाटा समूह ने 2005 में पुस्तकों और म्यूजिक के क्षेत्र में सबसे भारतीय रिटेल उद्यम, लैण्ड मार्क का अधिग्रहण किया। Read More
नहीं सत्र 4: भारतीय और वैश्विक रिटेलर्स संगत ज्ञान भारतीय आबादी की जनसांख्यिकी में एक उल्लेखनीय बदलाव हो रहा है। भारत में संगठित रिटेल अपने सर्वोच्च बिंदु पर है। बढ़ती आय और खरीदने की शक्ति में वृद्धि से भारतीय आबादी का एक बड़ा हिस्सा आउटलेट की ओर उन्मुख है, जो उनके प्रतिदिन के जीवन का जरूरी हिस्सा बन गया ह Read More
रिटेलिंग को व्यापक रूप से स्टोर और नॉनस्टॉप रिटेलिंग में बांटा जा सकता है A स्टोर रिटेलिंग:_ स्टोर पर आधारित रिटेलिंग को स्वामित्व और प्रस्तावित वस्तुओं के आधार पर बनता जा सकता है a स्वामित्व के आधार पर। 1 स्वतंत्र रिटेलर:_ यह व्यक्ति कुछ स्थानीय या परिवार के सदस्यों को सहायक के रूप में लेकर कार्य करता है उसक Read More
असंगठित रिटेलिंग भारतीय रिटेल उद्योग जिस पर छोटे परिवारों द्वारा चलाई जाने वाले कीराना स्टरों का पारंपरिक आधिपत्य था उनकी मूल संरचना में दुर्बलता आगे विकास की अपर्याप्त प्रक्रिया आधुनिक तकनीक की कमी है पर्याप्त धनराशि और कुशल जनशक्ति की कमी के कारण इसे असंगठित रिटेलिंग कहा जा सकता ह� Read More
इस बिंदु पर थोक विक्री को समझना अनिवार्य है क्योंकि वितरण चैनल में थोक विक्रेता और रिटेलर एक दूसरे के पूरक हैं थोक विक्री में व्यक्तियों या संगठनों को उनके व्यापार में उपयोग या दोबारा बिक्री के प्रयोजन के लिए बिक्री शामिल है दूसरे शब्दों में थोक विक्रेता रिटैलरो तथा अन्य व्यापारियों को बिक्री और दोबार� Read More
दुकान ऐसे स्थान पर बनाना जहां ग्राहक आकर्षित होते हैं उन वस्तुओं का स्टॉक रखना जो ग्राहकों के लिए आवश्यक है बेची जाने वाली वस्तुओं के मूल्य और गुणवत्ता में प्रतिस्पर्धा वित्तीय रूप से मजबूत और बहुत अधिक स्टॉक या बहुत कम स्टॉक रखने के प्रति सचेत बाजार के रुझानों तथा इसकी स्थिति से परिचित होना Read More
Uchit mulya per upbhoktaon ke liye kam Matra Mein Mal ki aapurti Vyaktigat sambandhon shishtachar Aur savdhani Aur imandari Ka Palan Upbhokta ki Mang ka anuman Lagana aur stock uplabdh karana Upbhokta Ko kharidne Ka margdarshan pradan karna aur anivarya Jankari dena Nuksan ke liye pratisthapan ki Suvidha pradan karna Upbhoktaon ko aakarshit karne ke liye vastuon ka Pradarshan aur unhen dikhana Niyamit Aur bharosemand grahakon Ke Liye Rin ki Suvidha pradan karna Read More
Retailer ki Bhumika Aise utpad pradan karna hai jo use Sahi Samay per aur Sahi Matra Mein chahie isase upbhokta ke liye vastvik mulya Vardhan Ya upyogita badhati Hai yah Char अलग-अलग paripekshon se Aata Hai yah hai Pahla, Ek utpad ke roop mein upyogita hai jo Grahak ke liye swikarya hai Dusra Samay ki upyogita jo store ko Aise Sthan per kholkar ki Jaati Hai Jab upbhokta kharidari karna chahte hain Teesra Sthan ki upyogita jo suvidhajanak Sthan per uplabdh hote hain aur Chautha swamitva ki upyogita Jab utpad ki bikri hoti hai Read More
Retail ka Arth hai upbhoktaon ki jaruraton ke anusar kam matraon Mein vastuon ki bikri ke liye Vyapar gatividhi retail Mein vyaktigat ya Gair vyaparik upyog ke liye vastvik upbhoktaon ko Vastu Ya sevaon Ki bikri Mein Shamil Sabhi gatividhiyan vichar Mein Li Jaati Hain Ek retailer ya retail store Aisa Vyapar udyam Hai Jiski bikri ki Matra Prathmik Taur per retailing se hai Saral shabdon Mein vastvik upbhoktaon ko bikri karne wala Koi Sangathan Chahe yah Ek Nirmata Hai thok vikreta yah retailer Hai Ve retailing ka Karya hi Karte Hain isase Koi Fark Nahin Padta ki Samanya sevaon ki bikri Kaise ki gai hai ek store mein Sadak per ya internet ke jarie is Prakar retailing ko Vyapar ke Vitran Mein antim Charan Mana Jana chahie jo vastvik peryoktaon ki khapat Ke Liye Hai Aasan shabdon Mei Read More
Retail ka Arth aur mahatva Pad retail francisi bhasha ke shabd retailer se banaa hai Jiska Arth hota hai Tukdon Mein bantana ya Badi chij ko Todkar Chhota banana Ab Ham Shabd retail ko Dekhte Hain Jo Ek Aisi Vyapar gatividhi hai jismein grahakon ki avashyakta ke anusar vastuen Chhoti Matra Mein bechi Jaati Hain Retailing ko upbhog ki vastuon ke vastvik Pratiyogita Tak Vitran dwara pahunchane ka antim Charan Mana Jata Hai atah ismein upbhoktaon Ko unke vyaktigat ya gharelu khapat ke Saman Aur sevaon Ke vipanan ki Sabhi gatividhiyan Shamil Hain Udaharan ke liye Ham Apne aaspaas ke sthanon mein retailing ki Vibhin gatividhiyon ko chalane wale Kirana dukandaron ko dekhte hain Read More
UPTET Ek Shikshak patrata Pariksha Hai Jiske Liye graduation aur bed pass karna jaruri hai UPTET Mein Panch subject jaise ki Maths hindi Sanskrit Bal manovigyan Ki Shiksha Aur Paryavaran Mein adhyayan ka gyan bhi jaruri hai Read More
POWERED BY wefru.com
Meerutmart.com