Manav asthi sansadhan tatha Sandhya
꧁ Digital Diary ༒Largest Writing Community༒꧂
Manav sharir 200 se adhik asthiyon se banaa hai yah asthiyan aapas mein bhi vihin prakar ki Sandhya se Judi Hai tatha manspeshiyon se sucharu dhang se dukhi Hui Hai yadi hamare sharir mein asthiyan n hoti to yah Hai mas ka ek dher matra hota|
asthiy sharir ke komal angon ko suraksha pradan Karti Hai sharir mein Pai jaane wali asthiyon ko asthi sansadhan kahate Hain|
Sharir ko swasth AVN karya rakhne ke Liye tatha durghatnaon mein utpann choton ke upchar hetu Asti sansadhan santhiyon se rachna AVN kriya ka pura pura Gyan prapt karna avashyak hai|
Manav sharir mein kul 206 asthiyan Hai sharir ke vibhinn angon mein asthiyon ki sankhya is prakar hai--
Kano me- 6
To total milakar hamare sharir mein kul asthiyan 206 hoti hai|
Rani ke sharir ka aakar uski asthiyon ke aakar per nirbhar karta Hai sharir mein asthiyon ka vahi mahatva hai jo bhavan nirman mein inton ka hota Hai|
Sharir ko dradhta pradan karne ka karya asthiyan hi Karti Hai yadi sharir mein asthana hoti to hamara sharir vibhinn kriya na Kar pata Aur vah mas ka ek lotada matra hota|
Asthi sansadhan haddiye fefade mastishk aur tantrika tantra aadi komal logon ko suraksha pradan karta Hai tatha ine angon ko baharon se bachata hai|
Sharir mein vayu nalikaon ke chhalle swasth nali tray Kiya vah pasliyan aadi shwasan mein sahyog pradan karti hai|
Sharir ki peshiyan asthiyon se Judi rahti hai asthi sandhiyon mein speshiyon ke sahare sharir vibhinn kriyaen karta hai|
Pratyek asthi ke bich mein ek khokhla bhag hota hai jise maja kahate Hain asthi maja ke andar Lal v shwet rakt kannikaon ka nirman hota Hai|
We are accepting Guest Posting on our website for all categories.
Kakul Digital Content Writer
@DigitalDiaryWefru