Ghar ki safai
꧁ Digital Diary ༒Largest Writing Community༒꧂
Ghar ki safai ko panch bhagon mein banta jata hai!
Pratidin uthne baithane ke kamre kaksh snan Ghar tatha soch grah rasoi angan aadi ki safai karna ati avashyak hai parantu samay ki kami ke Karan ghar ke ine sab bhagon ka tatha saman aadi ki safai karna sambhav Nahin hai|
Kadapi sambhav nahin hai ki pratidin kamre ke sofa kursi kalin Dari deewan aadi ko kamre se bahar nikala jaaye tatha kamre ke farsh deeware chhatiya ghar ke Kone Kone ko saaf rakha jaaye ISI prakar yah bhi sambhav nahin hai ki palang se pura bistar uthakar jhada jaaye ya pratidin Ghar ke furniture ko police aur varnish kiya jaaye|
Dainik safai ke antargat sab prakar ki safai Nahin ki ja sakti hai isliye saptahik safai ki avashyakta Hoti hai Dainik safai mein kuchh sthan chhut jaate Hain vah sthan saptahik safai ke antargat aate Hain saptahik safai ke liye din nishchit kar lena chahie use din ke Anya karyon se kuchh adhik samay nikalkar Ghar ke pratyek kamre ki safai bhari se Karni chahie chhutti ka din saptahik safai ke Liye upyukt rahata hai kyunki use din Ghar ke Anya sadasya grahni ke sath karyon mein sahayata kar sakte hain jisse saptahik safai ko purnata pradan ki ja sakti hai drawing room rasoi aadi aadi upyog hota hai isliye ine ki safai per vishesh dhyan dena avashyak hota hai|
saptahik safai ka arth hai: adhik se adhik ant ki ko bahar nikal Dena padati kamre ki safai ke साथ-साथ kalindri furniture aadi ki safai 24 aadi ki safai police adhi karna bekar vastu ko hatana jaise Khali botal kapde ki katrane aadi takiye ke khilaf table cover vastuon ko hatana jaise Khali botal aadi saptahik safai hai|
Yadi Dainik safai mein kamre ke parson ki dhulai nahin aati hai to saptah mein ek bar farsh ki dhulai karna avashyak hai atah saptahik safai ka Dainik Nahin hai yah safai avashya honi chahie|
Saptahik safai mein Jin kshetron tatha vastuon ki safai sambhav Nahin use mah mein ek bar saaf karne ka prayas avashya karna chahie jaise dhaatu se bane sajja ke Saman ko do pahunchkar saaf karna tatha police Karke chamkana ek mah pital dusre man chandi tamba tatha teesre mahine furniture ki polish karne ka sankalp karna chahiye| Ghar ki almario ki ek mah mein safai Karni chahie|
Bharat 6 rituo ka desh hai| atah jado ke bad garm kapdon gaddo rajaiyon tatha Gali chor ki packing tatha suraksha Karni chahie| garmi se pahle suti kapde nikaalne chahie barsat mein nylon ke kapde tatha parson ka upyog Karna chahie| barsat ke bad Ghar ki rangaee putai tatha safai Karni chahie|
Jis prakar Dainik safai ki kamiyon ko dur karne ke liye saptahik safai aur saptahik safai ki apurnata ko masik safai dwara dur Kiya ja sakta hai usi prakar masik safai ki apurnta ko varshik safai se dur Kiya jata hai|
Example :
Varshik safai mein ghar ki putai police ke sath hi furniture v Anya rajya Saman ki marmmat sudhar tatha parivartan aadi sammilit hai|
Ghar ke pratyek kamre se sabhi Saman hatakar pure Ghar ki safai tatha purn vyavasthit karna pratidin ya varti satta ka saral karya nahin hai ismein bahut samay tatha Shakti lagti hai aur grah ke vibhinn sadasya ko vibhinn karya saunp dene chahie varshik safai ka sabse anukul samay dashara aur dipawali ke bich rahata hai is samay ki safai marmmat tatha putai aag Mani Varsha Ritu tak theek bani rahti hai|
We are accepting Guest Posting on our website for all categories.
Kakul Digital Content Writer
@DigitalDiaryWefru