Change Is The Law Of The World

Jo hua , wo accha hua ,
Jo ho raha hain , wo accha ho raha hain !
Jo hoga ,wo bhi accha hoga
Tum kya laye the, jo tumne kho diya
Tumne kya peda kiya , jo nast ho gya
Jo liya , yahi se liya ,jo diya yahi par diya !
Aaj jo tumhara hain , kal kisi or ka tha
Parso kisi or ka ho jayga
Isliye jo hain ussi me khush rehna slekh lo
Iqra Qureshi....
Iqra Digital Content Writer
@DigitalDiaryWefru