Aaye jaane calori

꧁ Digital Diary ༒Largest Writing Community༒꧂


Digital Diary Create a free account




Calori ka Arth v iski avashyakta--manushya ka sharir ek prakar ka engine hai jis tarah engine ko chalane hetu urja ki jarurat hoti hai theek usi tarah manushya ke sharir ko bhi karya karne hetu urja ki jarurat Hoti hai hamare sharir ko urja aahar se prapt Hoti hai yah aahar Manav ki jarurat ke anusar khadya padarthon ki uchit Matra per nirbhar Karta hai ine khadya padarthon mein ki uchit Matra per nirbhar karta in khadya padarthon mein protein Varsha cardboard date vitamin khanij Lavan v jal hote Hain Jo sharir ko urja pradan karte hain is urja ke mulya ki ikai ki ganana calori mein ki jaati hai. 

Calori ka Arth--yah karya karne hetu urja hai Jo nasht nahin Hoti balki oxygen se milane per apna roop tap mein Badal deti hai kahane ka taatparya hai ki jis tarah vastu ki lambai meter v uska bhar gram aur kilogram mein mapa jata hai usi tarah khadya padarth se milane wale tap ya urja ko calori calori mein mapa jata hai isliye calori tap ya urja ki vah ikai hai Jo ek gram pani ke tapman ko 1 degree Celsius badha deti hai bhojan ke tatvon ki ek gram Matra sharir mein jalne ke pakshat nimnalikhit calori utpann karti hai .




Leave a comment

We are accepting Guest Posting on our website for all categories.


Comments